GuidePedia

4
Blog Ko SEO Friendly Kaise Banaye, Blogger Blog Ko SEO Friendly Kaise Banaye, Blogspot Blog Ko SEO Friendly Kaise Banaye kya aap in sawalo se pareshan hai. Kya aap janana chahte hai Blog Ko SEO Friendly Kaise Banaye agar apaka jawab ha hai to aap sahi jagah par aye hai. Pichali post me huma ne dekha tha Blogger Blog Ki Post Ko SEO Friendly Kaise Banaye. Aaj hum bat karenge Wordpress Or Blogger Blog Website Ko Seo Friendly Kaise Banaye. Website or Blog Ko SEO Friendly Banane Ki Tips batanewale bahot se article dusari site par avaliable hai. Bt HTG ke is article me SEO Friendly Blog Kaise Banaye ke bareme detail me janenge. To chaliye dosto dekhate hai Blogger Blog Ko SEO Friendly Kaise Banaye.


Dosto blogging me success hone ke liye apako Organic Traffic ki jarurat hoti hai. Traffic ke bina blogging me success nahi ho sakate hai ye to aap jan gaye hai. Aaj hum is article ko basic se start karenge taki new blogger ko Seo Setting samazane me asani ho jaye. Aur jo advance blogger hai unake liye is article me hum blogspot blogger blog me Advance Search Engine Optimization setting kaise karate hai ye sikhenge. Blogspot blog ko seo friendly kaise banaye, wordpress or blogger blog website ko seo friendly kaise banaye janane ke liye article ho carefuly read kare.

Blog Ko SEO Friendly Kaise Banaye

New bloggers seo ko ignore karate hai aur sara focus new article, post ko publish karane par dete hai. Kyun ki blogging se releated research karate samay kisi site par blog post me jitani jyada post hogi utana jyada fayada hoga ye padhate hai. But friends sirf post likhanese kuch nahi hota hai. Apaki site par kitane organic visitors hai, kis countary se kitane visitors ate hai aur apaki site ka bounce rate kya hai ye sab chize mayane rakhati hai. In sab chio me blog ka traffic jyada important hai kyun ki blog ki traffic par ye sari bate depend hoti hai. Isiliye blog ki traffic badhane ke liye search engine ke rules ko follow karana hoga. Aaj hum janenge blog ko seo friendly kaise banaya jaata hai.

Blogger Blog Ko SEO Friendly Kaise Banaye

Design your blog

Blog ka design seo ke liye important hota hai. Jaisa ki aap jante hai blog ka desing template par depend karat hai isiliye new blog creat karane ke bad ya phir old blog ko redesing karane ke liye seo friendly template ka use karana chahiye. Template jitana seo friendly hoga utana search engine se organic traffic milane ke liye fayada hoga. Template soch samaza ke choose kare kyun ki blog ka template bar bar change nahi kar sakate. Aisa karane se seo par bad impact padata hai jisase search engine site ko ignore kar sakata hai.

Blog Ko SEO Friendly Design Kaise Kare

Blog par jab bhi visitor ata hai to sabase pahale usaki najar blog ke design par jati hai. Blog me jyada dark color ka use nahi karana chahiye. Blog template me use hone wale color catcy hone chahiye. Isake bad blog ka layout accha hona chahiye. Blog layout me latest article, images ko proper position milani chahiye. Visitors ko apaka blog desing catchy lagata hai attractive lagata hai to visitor apake blog site par jyada time spend karate hai.

Blogspot Blog Ko SEO Friendly Kaise Banaye

Meta tags use kare 

meta tags hamare blog, website ke bareme search engine ko information dene ka kam karate hai. Site ka owner kon hai, site me kis subject par article publish hote hai. Keywords kya hai, site ka description kya hai ye sab information search engine meta tags se lete hai. Blog site ko search engine friendly banane ka kam meta tags karate hai. Meta tag html language me banaya gaya ek code hai.

Blogger Blog Me Meta Tags Kaise Add Kare

Search engine ko sirf coding ki language samaze hai. Isiliye meta code proper hona chahiye. Meta codes sahi format me hua to hi search engine ko information milegi. Blog me meta tags kaise add karate hai isake bareme jaldi hi new post publish karunga jisame meta tags kya hai, kaise kam karate hai aur kaise banaye jate hai isake bareme detail me jankari hogi.

How To Make SEO Friendly Blogspot Blog

Blog Ko Google Search Console Me Kaise Add Kare

Blogger blog ke liye sitemap kaise banaye

Hamari website blog me kitani post hai, pages kitane hai, images. Categories, videos etc ki janakari hume search engine ko deni hogi. Jab bhi koi visitor search engine me koi subject search karega to search engine ko easily samaz jayega ki ye subject se releated post apake site me hai ya nahi. Agar hum regularly sitemap creat karate rahe to hamari site me post releated har detail search engine ke pass hogi aur jab bhi koi visitor kisi topic par search karega to hamari site ko accha search rank milega.

SEO Friendly Blog Kaise Banaye

Description

Blogger blog ke liye description add karana seo ke according bahot jaruri hai. Apako to pata hoga hi blgger blog ke har post me hum description likhate hai taki hamari post ka overall view kya hai ye visitors ko pata chal sake. Thik aise hi blogger blog ke liye description likhana bahot jaruri hai taki search engine ko pata chal sake ki mahari site ki subject (nich) se releated hai, language konasi hai etc. Blog ka description 500 word tak likha sakate hai. Description likhane ka sabase bada fayada ye hai ki search engine ko nich se releated rank dene me asani hoti hai. Adsense advertisment show karane me bhi help hoti hai.

Wordpress Or Blogger Blog Website Ko Seo Friendly Kaise Banaye

Blog submission

Blogger blog ko seo friendly banane ke liye blog submission bahot jaruri hai. Site submission ke two typs hote hai jisamse pahala hai websmaster tool me site ko submit karana aur dusara hai site directories me blog, site ko submit karana. Jab bhi hum new article likhate hai to use google jaise search engine me submit karana hota hai. New bloggers ko ye nahi ata hai wo hamesha sochate hai ki blog ko google me kaise add kare ya fir blog ko google se kaise jode aise bloggers ko batana chahuna ki blog ko google se jodane ke liye webmaster tool use kiya jata hai. Webmaster tool se releated article pahale bhi likh chuka hu jisame apako webmaster se releated information mil jayegi.
Dosto ummid karata hu apake liye ye article helpful ho. Is article se releated koi question ho to jarur comment kare. Hindi Techno Guide me publish honewali articles ko apane email par pane ke liye hume subscribe kare.

Post a Comment

  1. This type of message always inspiring and I prefer to read quality content, so happy to find good place to many here in the post, the writing is just great, thanks for the post. business seo services

    ReplyDelete

 
Top