YouTube Se Paise Kaise Kamaye, Youtube Se Paisa Kamane Ki Jankari Hindi me. Aaj hum youtube se paise kamane ke bareme janenge. Har koi ghar baithe paise kamana chahata hai. Users youtube se paise kamane ka tarika janana chahate hai. YouTube videos ki populor site hai jise product ko promote karane ke liye use karte hai. Ap bhi youtube se income kar sakate hai lekin isake liye Youtube Channel banake Paise Kaise Kamaye ye janana hoga.
Dosto Youtube Channel banake Paise Kaise Kamaye ye janakar aap bhi ghar baithe income kar sakate hai. Youtube se paise kamana koi mushkil kam nahi hai. YouTube Par Dusro Ke Videos Upload Karke Paise Kaise Kamaye ye question har hoi karata hai Aap bina paisa kharch kiye free me online income kar sakte ho. Lekin isake liye apako khudaka channel creat karana hoga. Isake liey Youtube Channel banake Paise Kaise Kamaye - Full Guide apake sath share kar raha hu. Is hindi guide me apako youtube se paisa kamane ki puri jankari milegi aur satha hi Apake sare question ke answers bhi mil jayenge. Aap ya koi bhi new user is post ko padh kar youtube se paise kama sakta hai. to chaliye dosto shuru karate hai How To Earn Money From YouTube in hindi.
- SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe | Top Search Rank Trick
- Free Website Banakar Ghar Baithe Paise Kamaye
Contents -
02 Video Editor
Youtube Se Paise Kamane Ki Janakari Hindi Me
Youtube Se Paise Kamane Ki Complete Guide in Hindi
Youtube Se Paise Kamane Ki Janakari Hindi Me
Youtube Se Paise Kamane Ki Complete Guide in Hindi
- Blog Sitemap Ko Google Search Console Me Submit Kaise Kare | Full Guide
- SEO Friendly Keyword Kaise Or Kaha Use Kare
YouTube Se Paise Kaise Kamaye Ki Jankari Hindi Me
Youtube Google ka product hai aur google ki hi service google adsense ki help se hum youtube channel par videos upload karake paise kama sakate hai. Agar apako bhi youtube me interest hai aur aap bhi ghar baithe paise kamana chahate hai to apako thodisi mehanat karani hogi. to chaliye dosto dekhate hai YouTube se paise kaise kamaye jate hai.
- Google Webmaster Tool Use Karane Ki 5 Golden Tricks Hindi Me
- Hindi Blog Par Traffic Kaise Badhaye | Step By Step Guide Hindi Me
Youtube product ko promote karane ka sabase bada aur populor platform hai. Youtube se paise kamane ke liye apaka youtube channel hona chahiye aur apake channe par videos upload karane hoge. Youtub par kai aise user hai new videos upload karate rehate hai aur un users ke videos ko 10,000 se 10, 00,000 views ate hai aur wo ghar baithe lakhon rupaye kama rahe hai. Ye bat maine apako motivate karane ke liye nahi batai koi mushkil kam karane ke liye motivate kiya jata hai aur meri najar se ye kam jyada mushil nahi hai Kyun ki Youtube se paise kamane wale bahot sare log hai aur in mese aap bhi ek ho sakate ho.
Dosto Youtube se paise kamane ke liye apaka youtube par account hona jaruri hai agar apaka youtube account nahi hai to new account creat kar sakate hai. Youtube ka account kaise creat karate hai ye to sabhi janate hai isiliye is post me ye sab nahi likhunga To chaliye age badhate hai.
- Backlinks Kya Hai ? Backlinks SEO Ke Liye Kyu Jaruri Hai
- Organic Traffic Ke Liye Unique Blog Post Kaise Likhe | New Update
Youtube se paise kamane ke kin cheezo ki jarurat padti hai ? Yaha par jo bate batanawala hu wo sari apako pass pahale se hogi isiliye apako jyada kuch nahi karna hai.
01 Camera
Video banane ke liye apake pass ek accha camera hona chahiye Agar apake pass camera nahi hai to tention ki koi bat nahi hai aap apake mobile camere se bhi videos shoot kar sakate hai.
- Post Ko SEO Friendly Banane Ke Liye TOP Keyword Research Kaise Kare ?
- New Blog Post Ko 1 Min Me Search Me Kaise Laye
02 Video Editor
Video shoot karane ke bad apako videos ko edit karana hoga aur isake liye video editor ke bareme apako basic janakari honi chahiye. Agar apake pass laptop hai to bahot acchi bat hai lekin agar apake pass laptop nahi hai to aap Android mobile me video edit kar sakate hai.
- Google Analytics Kya Hai ? Site / Blog Ke Liye Kaise Use Kare ?
- Website Blog Ke Liye Google SiteMap Kaise Banaye
03 Voice
YouTube ke liye jo video banane wale hai us video me kisi song ki jagaha agar aap apaki voice me instruction add karenge to viewers ke liya jyada helpful rahega. Video me voice add karane se pahale ye jan le ki apki awaj acchi honi chahiye aur pronunciation clear hone chahiye. Agar apaki voice acchi hai to aap khud video editor ki help se voice add kar sakate hai.
04 Video Quality
Youtube par high quality wale videos ko viewers jyada pasand karate hai isiliye jab bhi aap video banaye tab videos ko quality par jyada dyan de.
- Webmaster Tool Kya Hai ? Kise Ue Kare Webmaster Tool Jane Hindi Me
- Blog Ki Traffic Badhane Ke Secret Tricks - 2018
YouTube Se Paise Kamane Ka Tarika In Hindi
Youtube se paise kamane ka ekahi tarika hai aur wo hai videos upload karana. Youtube se money earn karne ke liye aapko sirf high quality video bana kar apne yotuube channel par upload karni hai. Apake videos samazane me asan honge to viewers ise pasand karenge. jisase views badhane me help milegi.
Youtube par uload kiye gaye videos ko 1000 views hone ke bad advertising networds adsense me monetize karna hoga. Advertisment monetize hone ke bad jo views milenge usase apako income milegi.
- YouTube Se Do Follow Backlinks Kaise Banaye
- Blogger Blog Me Custom Robot Header Tags Setting Kaise Kare
Dosto videos banane ke liye apako kya chahiye aur videos ki quality ke bareme aap jan gaye hai to chaliye ab aage jante hai ki video se paise kaise kamaa sakte hai. Youtube se paise kamane ke kai tarike hai jo mai apako bataunga.
A) Google Adsense
Mostly, yotuber Google Adsense istemal karake apni videos me ads laga kar eanring karate hai. Ye ek populor way hai earning karane ka. Adsense google ka product hone ki wajaha se payment ki koi problem nahi hoti hai. Lekin Google Adsense terms & condition hai jise apako follow karana hota hai.
B)Affiliate Marketing
Affiliate Marketing aur sponsered videos banakar youtube se acchi income kar sakate hai. Bahot sari companeys Affiliate Marketing karati hai aur aap isame participate kar sakate hai. Participate karane ke bad apako ek link milata hai jise videos ke description place me add karana hota hai. Jab viewers is link par click karate hai aur product purchase karate hai to apako usame se commission milata hai.
C) Promote other Channels
Agar apake pass suscriber hai aur apake videos ko 10,000 se jyada views milate hai to aap kisi other youtube channel ka promotion karke bhi youtube se paisa kama sakte hai. Bahot sare successful Youtubers is tarike ko use karake youtube se money earn karate hai.
D) Sell Own Product
Agar apaka khudaka product hai to aap us product ko sell karke paise kama sakte hai. Iske liye aapko product ke bare me achhi video banani hogi aur purchasing ke bareme detail process batani hogi. Ap jo bhi information video me batane wale hai use description me add karana na bhule.
- SEO Kya Hai ? Search Engine Optimization Kaise Kare ?
- Website Blog Ko Google Webmaster Tool Me Submit Kaise Kare ?
YouTube Videos Se Income Kaise Hoti Hai
Dosto sirf youtube par videos upload karane se success nahi mila sakata hai. Aaj har koi ghar baithe income karana chahata hai isliye users janana chahate hai Youtube Videos Se Income Kaise Hoti Hai. Competition badha raha hai isiliye success hone ke liye thodasa hardwork aur smartwork karana hai. To chaliye dekhate hai Youtube se Income kaise karate hai.
Youtube ke liye adds ke kuch typs hote hai jinpar apaki income depend hoti hai.
1. Jab koi aapke videos par show hone wale Overlay ads, Sponsored ads, Skippable video ads par click karne par income hoti hai aur dusara hai
2. Affiliate product ko promote kar ke YouTube videos se paise kama sakte hai. Viewers aapke affiliate link par click karke product ko buy karega to aapko affiliate company se commission milega.
maximum Youtubers in two typs par jyada focus karate hai. In two typs se aap youtube se paise kama sakate hai.
Youtube 1000 Views Ka Kitna Paisa Deta Hai
Aba app soch rahe honge ki YouTube Se Kitna Kama Sakte Hai ? to chaliye ye bhi janate hai. Youtube se honewali income apake traffic, views, product, supports par depend karata hai. Apake pas jitana jyada traffic hoga utana hi jyada income kar sakate hai. Youtube se paise kamane ke kai sare tarike hai har tarike se aap aalg alag income kar sakate ho. Agar ap Adsnese use karate hai to aap per 1,000,000 views par 300 se lekar 500 dollar tak kama sakte ho.
YouTube Se Kitna Paisa Kama Sakte Hai
Affiliate marketing me product aur product par milne wala commission par depend karata hai ki apako earning kitani hogi. Agar kisi product par apako rs 3000/- comission milata hai aur app 1 month me 50 product sell karate hai to apako 15,000,00 tak kama sakate hai. Product ki selling apake videos ki quality par depend karati hai. Aur product ki quality aur popularity ye sab chize mayane rakhati hai.
Agar aapaka khudake product se earn rahe ho ya kisi or channel ka promotion kar rahe ho to ye aapke channel ke subscribers, views aur popularity par depend karta hai ki log aapko kitna pay kar sakte hai or unko apake channel se kitna fayda hoga.
YouTube Se Kamaye Gaye Paise Hume Kaise Milenge
Youtube se kamaye paise apak kaise milenge ya fir apake account me kaise aayenge ye important question hai. Dosto google Adsense se hone wali earning ka payment google wire transfer Electronic Funds Transfer (EFT) ke through karta hai. Iski process bahut hi easy hai. Aapko adsense account me apke bank ke account ko add karna hoga.
Dosto I hope Youtube Se paise kaise kamaye ki janakari apake liye helpful ho. Is article se releated koi question ho to jarur comment kare. Hindi Techno Guide Ko subscribe kare aur Articles ko Apani Site, Blog, Social Media par share kare.
Dosto I hope Youtube Se paise kaise kamaye ki janakari apake liye helpful ho. Is article se releated koi question ho to jarur comment kare. Hindi Techno Guide Ko subscribe kare aur Articles ko Apani Site, Blog, Social Media par share kare.
Sir please make one video
ReplyDelete