GuidePedia

11
Welcome Dosto Hindi Techno Guide me swagat hai. Aaj hum sikhenge Free Blog Or Free Website Kaise Banaye. apani website kaise banaye ? is sawal ka jawab muze bhi pata nahi tha. Apani Site / blog banana mushkil kam nahi hai but New users ko janakari nahi hoti hai. Isiliye is post me apako detail me batunga ki Free website or Free Blog kaise banate hai. Is article me apako website banane ka tarika hindi me batanewala hu aur sath hi hum janege website kaise banaye mobile se.

Free Website or Free Blog Kaise Banaye | Hindi Techno Guide
Free website ya blog banake hum paise kama sakate hai aur ek khas bat ye hai ki free website banane ke liye apako kisi taraha ki investment nahi karani hai. hajaro log apani site banake paise kama rahe hai. Apake man me bhi sawal aya hoga website se paise kaise kamaye. Is article me New website kaise banaye aur blog se paise kaise kamaye ke bareme janenge.  Article se releated koi question hai to comment jarur kare.

Website Kyo Banana chahiye ?

Website banane ke kai sare fayade hai lekin sabase bada fayada ye hai ki khud ki website bana kar ghar baithe paise kama sakate hai. website banae ke aap duniya me famous ho sakate hai, Online buisness kar sakate hai, apaka knowledge, ideas share karake dusaron ki help kar sakate hai.
Website bana kar apaka talent share kar sakate hai aur apai site puri duniya me show hoti hai jisase apake wichar puri duniya padh sakati hai. 
Hindi Techno Guide ka Article padh kar apako help hogi aur muze ghar baithe income bhi milegi.

Blog / Website Banane Ke Liye Kya Chahiye ?

Website kyon banate hai ye janane ke bad aap soch rahe honge ki website banane ke liye kya kya chahiye ? Dosto website banane ke liye apako jyada kuch nahi Gmail par apaka ek account aur Internet connection ke sath computer / laptop ya phir Android Mobile chahiye. Apake man me sawal aya hoga ki website kaise banaye mobile se ? isake bareme bhi apako bataunga aap is post ko carefully read kare.

Free Website Kaise Banate Hai

Free website banane ke liye apako koi investment nahi karana hai. ye ek free service hai free website ko blog bhi kaha jata hai. apako kuch steps bata raha hu. in steps ko follow karake aap bhi 5 min me apaki free site / blog bana sakate hai.
Blog / Free website banane ke liye ek gmail account ki jarurat hai agar apake pas gmail ka old account hai to aap use use kar sakate hai but apake pass gmail account nahi hai to aap new account creat kar le. 
๐Ÿ‘‰ 1Free site banane ke liye Blogger site par jana hoga aur apaki gmail id se log in karana hai.
Free Website or Free Blog Kaise Banaye,Image 2 | Hindi Techno Guide

๐Ÿ‘‰ 2. Log in karane ke bad jo window open hogi usame apako new blog creat karane ke liye New Blog par click karana hai.

Free Website or Free Blog Kaise Banaye | full Guide

๐Ÿ‘‰ 3. New popup window open ho jayegi is window me blog se releated sari information fill karani hogi.
3.1 Title : Title me apako blog ka nam likhana hai. Blog ka nam atractive hona chahiye.
3.2 Address : address ki jagaha par apane blog ka URL set karana hai. Blogger already bahot sare blogs hai isiliye blog name search karane me problm hogi. Blog ke liye 2-3 nam pahale se hi soch le.
3.3 Template : Blog ke liye bahot sare templates avaliable hai aap in templete ka use kar sakate hai yar SEO Ready template use kara sakate hai. SEO Ready template ke bareme jaldi hi New Post likhaunga Jisame apako seo ready template ki sari details batanewala hu.
3.4 Ab Creat Blog par click kare.
๐Ÿ‘‰ 4. Creat blog par click karane ke bad apaka new blog creat ho jayega. aur blogger.com ka dashboard apake samane open ho jayega. 

Free Website or Free Blog Kaise Banaye | HTG

Is tarha se aapka blog ab tayar ho gaya. Ab appako blog me new post likhani hogi. Ab aap socha rahe honge ki new post kaise likhe to chaliye dosto mai apaki help kar deta hu. Blog post to sab likhate hai but Website se paise kamane ke liye Seo Friendly post likhana hoga. Seo Friendly post ke liye seo friendly high quality keyword research karana hoga. Ab apako seo aur new post likhane ke bareme detail me janane ke liye Seo Friendly Blog post kaise likhe aur Google keyword planner tool kaise use kare ye post padhye.

I hope ye article apako accha laga ho aur aap bhi apaka new blog banayenge. apako article se releated kuch question hai to jarur comment kare aur is post ko jyada se jyada share kare.
x

Post a Comment

  1. bahut achchha samjhya hai aapne

    ReplyDelete
  2. bahut achchha samjhya hai aapne

    ReplyDelete
  3. Wow, thank you for sharing!!! such an awesome article with us!
    https://helpintrick.blogspot.com/2016/11/blog-banane-ka-tarika-guide-in-urdu.html

    ReplyDelete
  4. Thanks for sharing these great post also check this post.
    https://helpintrick.blogspot.com/2016/11/blog-banane-ka-tarika-guide-in-urdu.html

    ReplyDelete
  5. Very good.is this site adsense approved.
    My site is approved but no traffic.
    How do it possible to rank on top like you
    https://vinodkumarpilibhit.blogspot.com/2019/02/sis.canesociety.com.html

    ReplyDelete
  6. เค•्เคฏा เคฌाเคค เคนैं เค•िเคคเคจा เค…เคš्เค›े เคธे เค†เคชเคจे เคนเคฎ เคฒोเค—ों เค•ो เคธเคฎเคाเคฏा เคนैं| เคงเคจ्เคฏเคตाเคฆ เค†เคชเค•ो!! SEO เค•े เคฌाเคฐें เคฎें เคฌाเคฐीเค•ी เคธे เคฌเคคाเค‡เคฏे เคนเคฎ เคฒोเค—ों เค•ो|
    http://blog.rajcreatives.com/

    ReplyDelete
  7. hum ek dusre ki helf karke aage nikal sakte hai, agar koi aapni website ki earning badhana chata hai toh humari website me visit karke aur comment kare yes,
    niche mai aapni website ki link de rha hun.
    mera website ka naam hai, > hindigayan.online
    https://www.hindigayan.online/2019/05/iball-new-laptop-12990-free.html

    ReplyDelete
  8. เค†เคชเค•ी เคฏเคน เคœाเคจเค•ाเคฐी เคฌเคนुเคค เคนी เคฌเฅिเคฏा เคนै। เคฏเคน เคฎेเคฐे เคฒिเค เคญी เคฌเคนुเคค เคฎเคนเคค्เคตเคชूเคฐ्เคฃ เคœाเคจเค•ाเคฐी เคนै। เค†เคชเคจे เค…เคชเคจी เค‡เคธ เคชोเคธ्เคŸ เคฎें เคตेเคฌเคธाเค‡เคŸ เค•ैเคธे เคฌเคจाเคฏे เค•े เคฌाเคฐे เคฎें เคฌेเคนเคคเคฐीเคจ เค”เคฐ เคตिเคธ्เคคृเคค เคœाเคจเค•ाเคฐी เคฆी เคนै। เค†เคชเค•ा เคงเคจ्เคฏเคตाเคฆ

    ReplyDelete

 
Top