GuidePedia

3
Blogger Blog Me Category Widget Kaise Add Kare ki hindi jankari de raha hu. Blogger Blog Me Categories Menu Kaise Banaye, Blog me category widget kaise add karte hai, Blog me category widget kaise use kare yaha ya fir Blogger Me Tags And Categories Widget Kaise Add Kare in sare question ke answer apako is post me mil jayenge.
Blogger Blog Me Category Widget Kaise Add Kare
Blogger Blog Me Category Widget Kaise Add Kare Image
Professional bloggers janate hai Blogger Me Tags And Categories Widget Kaise Add Kare. Category widget add karnese visitos ko apani pasand ke topic ki post search karne me asani hoti hai Isiliye har blog janana chahiye Blogger Blog Me Categories Menu Kaise Banaye. Blog me category widget kaise add karte hai ye bloggers ko detail me samazane ke liye ye post likha raha hu. Newbies question karte hai blog me category widget kaise use kare.  To chaliye dosto dekhate hai Blogger Blog Me Category Widget Kaise Add Kare ki hindi jankari.

Blog Me Category Widget Kaise Add Kare

Blogger blog me category widget add karne ke liye kuch simple steps bata raha hu jinhe follow karke aap Blogger Blog Me Categories Menu Kaise Bana sakte hai.
Step 1. Sabse pahale Blogger.com par jana hai apake blogger account me login karna hai.
Blogger Blog Me Category Widget Kaise Add Kare
  2.  Right side me Layout Option dikhai dega us par click kare. aur jaha aapko category widget lagani hai. waha par “Add a widget” par click kare.
 3. Aap ke samne ek popup window open ho jayegi jisame Link List ka option hai jispar click karna hai.
Blogger Blog Me Category Widget Kaise Add Kare

Blog Me Categor Widget Kaise Add Karte Hai?

Step 2:  Ab ek or new popup window open hogi. Jisame apako niche bataye gaye option dikhai denge.
1. Yaha par categories ka names type karane hai.
 2. Is box ko totaly empty rakhana hai.
 3. Is option me categories abc ke hisab se sort karni hai ya fir automatic sorting honi chahiye ye set karna hai. (Don’t Sort select kare)
 4. Is box ko empty rahane de.
 5. Yaha par apne blog ki tag ya label ke URL ko add karna hai.
 6. Yaha aap jitne chahe category aur URL ko add kar sakte hai.
 8. Ab Finally save par click kare.
Ab aapke blog me categories ka option aa jayega. Isaka matlab ye hua ki apake blogger blog me categories ka widget add ho gaya hai.
Dosto ummid karta hu Blogger Blog Me Category Widget Kaise Add Kare ki ye post apke liye helpful ho. Is post se releated koi question ho to comment kare. Post apako pasand aye to social media par apne dosto ke sath share kare. HTG me publish hone wale aise hi helpful article ko apane email par pane ke liye hume subscribe kare.

Post a Comment

 
Top