Blog Post Ko 2 Min Me Google Search Me Kaise Laye
Blog Post Ko Jaldi Search Me Kaise Laye or Blog Post Ko 2 Min Me Google Search Me Kaise Laye. ye article new blogger ke liye hai jinki Post 3-4 Din Tak Bhi Search Engine me nahi aa pati. Bloggers search engines par research karate hai Post Ko Indexed Karke jaldi Google Search Engine Me Kaise Laye kyun ki Professioanl bloggers ki new post kuch hi minito me search engine me aaj jati hai. New Post/Article Ko 1 Minit Me Google Search Me Kaise Laye ye janana bahot jaruri hai. Kyun ki newbies traffic badhane ke liye new post likhane par jyada focus karate hai. Aise me sawal ye hai ki professional bloggers ki post search me ati hai aur hamari kyu nahi. Is bat se pareshan hokar user research karate hai Google Search Me Post Ko Jaldi Index Kaise Kare.
Contents -
Blog Post Ko Jaldi Search Me Kaise Laye - Easy Tricks
Newbies ko batana chahunga professionals janate hai Post Ko Indexed Karke jaldi Google Search Engine Me Kaise Laye. Muze bhi pata nahi tha Blog post ko 1 min me search engine me kaise laye. Research karane par pata chala kuch tricks ka use karake ye sab hota hai. Ye tricks me apake sath share kara raha hu. To chaliye dosto shuru karate hai New Post ko Google Search Results Me Jaldi Show kaise kare.
- SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe | Top Search Rank Trick
- On Page SEO Kya Hai ? Post Ko Optimize Kaise Kare
Blog ki post ko jaldi search me lane ke liye aapko search engines ke guidelines ko samazana hoga aur search engine ke kuch rules hai jine apako follow karana hoga. Search engine ko samazana thodasa mushkil hai lekin impossible nahi. Search Engine Ko samzane ke liye SEO Kya Hai ? Post Optimization Kaise Karate Hai ? ye post dekhe.
- Blog Sitemap Ko Google Search Console Me Submit Kaise Kare | Full Guide
- Google Adword Keyword Planner Tool Kaise Use Kare
Post Ko Indexed Karke jaldi Google Search Engine Me Kaise Laye
Dosto post ko jaldi index hone ke liye kuch basic rules apako bata raha hu. Ho sakata hai ki ye rules apako pahale se pata ho. Basic ko samaza ne bad Advance Technique bataunga.
1. SEO Friendly Post
Search engine optimized post search engine me jaldi show hoti hai. Google Search engine result page ya phir dusare kisi bhi search engine me jo post top rank kara lete hai wo sabhi Complete SEO Friendly Post likhate hai. SEO ke bareme detail me janane ke liye SEO Friendly Post Kaise Likhe ? ye article dekhe.
- Free Website Banakar Ghar Baithe Paise Kamaye
- SEO Friendly Keyword Kaise Or Kaha Use Kare
- Blogger Custom Robot Header Tags Setting Kaise Kare SEO Ke Liye
- Hindi Blog Par Traffic Kaise Badhaye | Step By Step Guide Hindi Me
2. 1000 Words In Post
Professional bloggers ka manana hai ki apaki post me jyada shabd kone se search engine une first prority deta hai. But mera experience kehata hai ki Post me kitane jyada shabd ye chij mayane nahi rakhati hai. Searc engine ko is bat se koi fark nahi padata ki apake post me apane kitane word use kiye hai. Search engine is bat par jyada dhyan deta hai ki apaki post search engine guidelines ke according hai. Post likhane ke bareme janane ke liye Blog Post Kaise Likhe Top Rank Ke Liye ye post dekhe.
New Post/Article Ko 1 Minit Me Google Search Me Kaise Laye
3. SEO Friendly Keywords
Keywords Post ko seo friendly banane ke kam karate hai. Apaki post me agar High Quality ke Top Keywords ka use kiya hai to search engine me apaki post ko top rank milega. Post me keywords use karane se pahale keywords ke bareme research karana chahiye. Agar aap nahi janate hai ki keywords ko research kaise karate hai to Google Keyword Planner Tool Kya Hai Aur Keyword Research Kaise Kare ye post dekhe.
- Income Tax Kya Hai ? Income Tax Ki Rates Jane Hindi Me
- Hindi Blog Par Traffic Kaise Badhaye
- Backlinks Kya Hai ? Backlinks SEO Ke Liye Kyu Jaruri Hai
- YouTube Se Do Follow Backlinks Kaise Banaye
Keyword Research karane ke bad keywords ka kaise use karna hai ye bhi malum hona chahiye. Agar hum keywords ko sahi jagaha par use nahi karenge to in keywords ka koi fayada nahi hoga. Seach engine ki guidelines me keywords kaise use karate hai isake bareme bataya gaya hai. keywords kaise use karate hai ye janane ke liye SEO Friendly Keywords Kaise Or Kah Use Kare ye post dekhe.
Google Search Me Post Ko Jaldi Index Kaise Kare
4. Custom Perma Links
Blog post ke default perma link ko change karake custom permalink rakhana chahiye. Default permalinks seo friendly nahi hota. Isliye Custom Permalinks ko seo friendly banana chahiye aur perma links me stop words ka use nahi karana chahiye.
- Organic Traffic Ke Liye Unique Blog Post Kaise Likhe | New Update
- Post Ko SEO Friendly Banane Ke Liye High Quality Keyword Research Kaise Kare
- Robots.txt File kya hai or Robots.txt File Ko Blog Me Kaise Add Kare
- Website Ki Traffic Kaise Badhaye | Blog Ki Traffic Kaise Badhaye Hindi Guide
5. Submit Post In Google Fetch
Google Webmaster Tool Jise Hum Google Search Console kehate hai, Is tool mi help se hum new post ko 2 min me search engine me la sakate hai. Google Search console Fetch Option ko use karake Hum google ko hamari post ko fast index karane ke liye permission dete hai. Google url crawl karata hai aur Index karata hai Jisase hamari New blog post 2 min me google search engine result page par show hoti hai. Is liye new post publish karane ke bad Fetch karana na bhule.
- Google Analytics Kya Hai ? Site / Blog Ke Liye Kaise Use Kare ?
- Income Tax Kaise Bachaye | Hindi Guide
- Website / Blog Ke Liye High Quality Backlinks Kaise Banaye ?
- Webmaster Tool Kya Hai ? Kise Ue Kare Webmaster Tool Jane Hindi Me
Dosto In tricks ko use karake aap bhi new post ko 1 min me google search engine me la sakate hai. Ye article kaise laga comment karake bataiye. Is article ko social media, blog, website par share kare jisase newbies ki help ho sake.
Post a Comment