GuidePedia

1
Blogger Blog Ki Har Post Me Search Description Enable Kaise Kare, Blogger Blog Me Search Description Kaise Add Kare ke bareme dekhenge. Isase pahale humane Blog me meta tag description code kaise add kare ke bareme dekha tha. Aaj hum Blogger post me search description add kaise kare ke barme janenge. Successful bloggers Blogger Ki Har Post Me Search Description Enable Karte hai. On Page SEO me Blogger/blogspot Post me Meta Description Box Kaise Add Kare ke bareme bataya tha. But aaj hum Blogger Blog Ke Har Post Me Search Description Kaise Enable Karte Hai ke bareme detail me janenge. Professional bloggers janate hai Blogger Ki Sabhi Post Me Search Description Enable Kaise Kare. Bloggers Blogger Blog Ki Har Post Me Search Description Kaise Enable Kare janane ke liye kya kuch nahi karte but correct process nahi mil pati. Blogger me search description kaise lagaye ye janane se pahle Search description kya hota hai ya janana jaruri hai. To chaliye dosto dekhate hai Blogger Post Me Search Description Add Kaise Kare.
Blogger Ki Har Post Me Search Description Enable Kaise Kare

Dosto On Page Seo me humane Seo Friendly Blog post Kaise Likhe, Focus Keyword Kya Hai ?, SEO Friendly Keywords Ko Blog Post Me Kaha Aur Kaise Use Kare aur Meta Description Box Jise hum Search Description Box kehate hai use ke bareme jana tha. But aaj ke is article me hum Blogger Ki Har Post Me Search Description Enable Kaise Kare ke bareme janenge. Search Description box se releated har jankari apako is article mi jayegi. Is article se releated koi question ho to comment karke bataye. Search description box search engine optimization ka important part hai. Blogger blog traffic kaise badhaye jaisi problems me search description box bahot helpful hai. To chaliye dosto shuru karte hai Blogger Ki Har Post Me Search Description Kaise Enable Kare.

Blogger Ki Har Post Me Search Description Enable Kaise Kare

Blog me search description kaise lagate hai ye jananse se pahle search description kya hai ye janana jaruri hai. Google, Bing, yahoo ya fir kisi bhi search engine me hum kisi bhi topic par ya fir kisi query ke bareme search karte hai to search engine hume result show karta hai. Search engine ke result page ke layout me sabase pahale post ka Title, then webpage ka url aur last me webpage ke bareme short introduction hota hai. Is intruduction me post ke bareme information hoti hai. Isi Introduction ko post ka Descritpion kehate hai. Search engine visitors ko description dikha sake is liye hume kuch setting me changes karke Blogger Ki Sabhi Post Me Search Description Enable karna hai.

Blogger Blog Me Search Description Kaise Add Kare

Blogger ki har post me search description enable karne ke liye hume sabase pahale apane blogger blog ke liye search description add karni hogi. Blogger blog me search descriptin add karne se Search engine ko website, blog ke bareme information milati hai jisame blog kis subject par hai, blog ki language konasi hai etc information hoti hai. Blogger me search description kaise lagaye janane ke liye kuch steps bata raha hu in steps ko follow karna hai.
Step 1. Apane blogger blog me log in karna hai aur dashboard me jakar Setteing > Search Preferences > Meta Description ke samane edit option par click karna hai.
Step 2. Edit par click karne ke bad ek box open ho jayega. Ab apako enable Search descrition option ke samne yes par tick karna hai.
Step 3. Is box me apako apne blog ka description 150 shabdo tak likhana hai aur save par click karna hai.
In simple steps ko follow karke aap apane blogger blog ke liye search descrition enable kar sakate hai.
Dosto ab apake har post ke liye search description box enable ho gaya hai. Ab  aap jab bhi new post creat karenge to aap chek kare ki apake post editor ke right side me search description ka option dikhai dega.

Post Editor Me Search Description Ka Option Nahi Hai to Kya Kare ?

Dosto aap jo template use karte hai usane search description ka option by default nahi hone par apako post editor me search description nahi dikhai dega. Agar apke sath bhi yahi problem hai to ghabrane ki koi bat nahi apako thodi jyada mehant karni hai. dosto ab hume template me ek code add karna hai. Isake liye apako kuch steps ko follow karna hai.
Step 1. Apane Blogger account me log in karke dashboard me jana hai.
Step 2 Theme me jakar edit html option par click kare.
Step 3. Ctrl + F key press kar apake samane ek small search box open hoga jisane apako <head> search karna hai.
Step 4. <head> ke thik nich apako diya gaya code paste karna hai.
<b:if cond=’data:blog.metaDescription != “”‘><meta expr:content=’data:blog.metaDescription’ name=’description’/> 
Step 5. Ab save par clik kare aur page ko refresh kare
Bas ho gaya ab apaki sabhi blog post me search description box enable ho jayega.
Dosto i hope apake liye ye post helpful ho, Is article se releated ya fir blogging se releated koi question ho to comment kare. HTG me publish hone wale article ko apne email par pane ke liye hume subscribe kare.

Post a Comment

 
Top