GuidePedia

0
Hindi Blog Par Traffic Kaise Badhaye, Apne Blog Ki Traffic Kaise Badhaye, Apni Website Ki Traffic Kaise Badhaye, Blogger Blog Ki Traffic Kaise Badhaye Ye questions har bloggers ko pareshan karte hai.  Bina traffic ke blogging me success nahi ho sakte hai. Hindi language me blogging karane wale bloggers hamesha sehi janana chahate hai Hindi blog par traffic kaise badhaye. Internet user basically English Language use karate hai Isiliye Hindi Blog Ki Traffic Kaise Badhaye ye janana har blogger ka sapana ho gaya hai. Jab humane blogging start ki thi to hume bhi nahi pata tha Apane Blogger Blog ki Traffic Kaise Badhaye. Research karane par humane sikha hai apne blog ki traffic kaise badhaye. Aaj hum apake sath Apane Blogger Blogspot blog par traffic badhane ke tricks share kar raha hu. Apne blog ki traffic kaise badhaye, apni website ki traffic kaise badhaye ke bareme detail me jante hai to chaliye dosto dekhate hai Hindi Blog Par Traffic Kaise Badhaye.

Hindi Blog Par Traffic Kaise Badhaye

Hindi Blog Par Traffic Kaise Badhaye

Hindi blog par traffic badhane ke liye hume smart work karana hoga. Search Engine Optimization se releated search engine ki each and every Guidelines ko follow karana hai. New Bloggers hamesha se hi janana chahate hai apni website ki traffic kaise badhaye. Website english language me ho ya fir hindi language me Apaki site par traffic hona bahot jaruri hota hai. Blogspot Blog par traffic badhana bahot easy hai isake liye apako thodi mehant bhi karani hogi. Kya aap janate hai ki SEO ke bina apane blog ki traffic kaise badhaye ? Ji ha apane bilkul sahi read kiya hai without seo blog ki traffic kaise badhaye ? Dosto traffic se releated bahot sare article already likhe hai isiliye is article me hum dekhenge Hindi Blogger blog ki traffic kaise badhaye.
English blogging ke comparatively hindi blog par kam traffic milata hai kyun ki english language worldwide language hai. International level par english use kiya jata hai isiliye english blog par international traffic bahot asani se milata hai. To chaliye aaj hum janenge Blog Par Traffic pane ke liye hume kya kya karna hai.

Apne Bog Ki Traffic Kaise Badhaye

Hindi blog par traffic banane ke tarike janane ke liye bloggers betab hai. Blogging ke mission me success hone ke liye hindi blog par traffic kaise badhate hai ye samaza ne ke liye newbies kya kuch nahi karate. Blogging me success hone ke liye hame correct process se smart work karana hai. Successful bloggers Hindi Blog par traffic badhane ka sceret janate hai. Dosto ek bat hamesha dhyan me rakhe hindi blog ke liye traffic kaise banate hai ye sochar kam nahi chalega hame isake liye bahot kuch sikhana hai.

Apni Website Ki Traffic Kaise Badhaye

Mehanat karane walo ko hi safalata milati hai. Apani Website blog par traffic badhaye ne ke liye apako bhi mehanat karani hogi. ab hum sikhenge Apni Website Ki Traffic Kaise Badhaye.

1. Blog Name & URL

Blog ka name short or simple hona chahiye. Newbies hamesha janana chahate hai ki blog ka name kaise chune. Meri ray hai ki blog ke name se blog ka subject pata chalana chahiye. Blog ka chota name use karane se visitors badi asani se yad rakh sakenge. Dusare blog se milata julata name select na kare. Dusare blog old hote hai aur agar aapn milata julata name rakhenge to apako search rank pane ke liye bahot jayda mehanat karani hogi.

2. Blog Design

Blog ka design high traffic banane me help karata hai. Famous Website owner apane experience me kehate hai ki simple design seo ke liye better hota hai isiliye blog ka design jitana simple hoga utna hi jyada high traffic milane me fayada hoga. Blog design karane ke liye color combination par jyada dhyan dena chahiye. 


  • Bigrock Domain Name Ko Blogger Blog Me Add Kaise Kare ?
  • Blogger Blog Domain Ke DNS cNAME Record Recover Kaise Kare
  • Blog Ki Har Post Me About Author Box Kaise Lagaye ?
  • Blogger Blog Me Subdomain Kaise Use Kare ?

  • Visitor blog par ane ke bad sabase pahale color par najar jati hai. Blog par use hone wale color eye caching hone chahiye. Deep color use karne se visitors ke akhon par impact padta aur visitor website time spend nahi karega.

    Blogger Blog Ki Traffic Kaise Badhaye

    Blog design me jyada color use nahi karane chahiye. kam se kam aur combination color ko use karana seo ke liye aur Blog ke Bounce Rate ke liye accha hoga. Blog par limited widgets ko use kare. Jinaki jarurat na ko aisi scripts, widgets, images ka use nahi karana chahiye. Blog ka simple navigation user ko badi asani se samazata hai. Google Adsense policy me site navigation user friendly honi chahiye ye condition hai.

    3. Blog Post

    Organic traffic blog post content par depend karata hai. Blog post likhane ke liye unique content choose kare. Jis subject par post likhana chahate hai us subject par research kare. Dusari site par jo article hai usame se idea le. New bloggers hamesha galati karate hai. Wo search result page me top par anewale website ka 50% text copy kar lete hai. Aisa karane se blog post ko top rank nahi milega aur search engine se traffic bhi nahi milata hai.
    Search Result par top par anewali website ka article apake atricle se bahot pahale publish hua hoga isiliye aap jab us site ka matter copy karate hai to google search robots turant samaza jate hai ki apane text copy kiya hai aur search robots apaki site top rank nahi dete. Google Adsenese bhi copy content par approvel nahi deta.

    4.  High Ranking English Words

    Blog post me High ranking keywords use karane se search rank mi fayada hota hai. Short Tail Keywords, Long Tail Keywords ko post me sahi jagaha par use karane se fayada hota hai. Bloggers keywords use to karate hai lekin Research nahi karate. Subject se releated keywords use karane se pahale keyword research karana chahiye. Keyword research kaise karate hai ye janana ke liye aap hamari High Ranking Keywords Kaise Research Kare ye post dekhe. Keywords research karane ke bad keywords ko use karana chahiye. Lekin Keywords blog post me kaha use karana chahiye ye janana bahot jaruri hai. Sahi jagaha par top rank wale keywords use karane se fayada hota hai. Keyword use karane ke janakari ke liye Blog post me seo friendly keywords kaha aur kaise use kare ye post dekhe.

    5. Description

    Blog post likhane se bad ab bari hai description likhane ki. Post ka descrption likhana bahot jaruri hai. Search result page par search snippest show hota hai jisase article me kya hai isaka short description dikhai deta hai.
    SEO ke liye search desription bahot jaruri hai. Search description 160 charactors tar likha sakate hai. Description me focus keywords ko use kare. Descrption ko ignor nahi kar sakate. ye Search engine optimization ka important part hai.
    I hope apako article accha laga ho. In steps ko follow karake aap hindi blog par high traffic badha sakate hai. Article apako helpful lage to dosto ke sath share kare aur aaise hi new article ko email par receive karane ke liye HTG ko subscribe kare.

    Post a Comment

     
    Top