Dosto Aaj hum bat karenge Blogger Blog Me Subdomain Use Kaise Kare ? BlogSpot Blog Me Subdomain use Kaise Kare ? Blogger blog me sub domain add karne ki Hindi jankari. Google free blog me sub-domain ka istemal kaise karte hai ? in questions ke bareme. Newbies janana chahte hai Blogger Blog Me Subdomain Kaise Use Kare. Blogger me subdomain use karana bahot easy hai but correct process ki janakari honi chahiye. Aap bhi apne blog website me SubDomain use karna chahte hai to apake ye article carefully read karana chahiye. Blogspot pe Kaise Sub Domain ko use karte hai ye janane ke liye apako kuch easy steps bataunga jinhe follow karake aap blogger me sub domain use kar sakte hai. To chaliye dosto dekhate hai Blogger Me Subdomain Use Kaise Kare.
Blogger Blog Me Sub Domain Kaise Use Kare Image |
Blogspot par bloggig karane wale bloggers ke liye aaj ki ye post bahot important hai Kyun ki aaj hum blogger me subdomain add karne ke bare me jankari lenge. Blogging se earning karane ke liye 90% bloggers blogspot ko select karate hai. Blogging ke bareme detail me janane ke bad blog ko professional website me convert karana chahte hai. but bloggers nahi jante hai blogger me subdomain add kaise kare ? blogspot me subdomain use kaise kare ? Bloggers ke liye kuch simple steps bata raha hu jinhe follow karake blogger me custom domain add kara sakate hai.
Wordpress par subdomain use karna bahot asan hai. Isake liye hosting cpanel me subdomain creat karana hota hai. Wordpress me blogger ke mukabale bahot acche features milate hai jinhe hum easily use kar sakate hai. Blogger me subdomain add karane ke liye thodasa alag process hai jise hum detail me janenge.
Blogspot Blog Me Subdomain Kaise Add Kare Ki Jankari Hindi Me
Blogspot me subdomin add karane ke liye sabase pahale Blogger par jake apane account me log in kara le. Ab Setting me jana hai aur Basic option par click karake publishing setting me jana hai.
Step 1 ⇩
+ Setup a 3rd party URL for your blog par click kare.
- Blog Ki Traffic Kaise Badhaye Secret Trick 2018
- On Page SEO Kya Hai ? Post Ko Kaise Optimize Kare ?
- Google Keyword Planner Tool Kaise Use Kare
Step 2 ⇩
We have not been able to verify your authority to this domain. Ye error show hoga ab apako 2 cName records dikhai denge jinhe copy karake notepad ki ek file me rakhar save karle.
Step 3 ⇩
Is step me hume Record apane domain ke sath add karna hai. Apane jis site se domain purchase kiya hai us website par log in karana hai. Adhiktar domain Godaddy
se purchase kiye jate hai isiliye mai apako Godaddy ke steps bataunga.
3.1 Domain site par log in karke domain list ko open kare.
3.2 Jis domain ke liye subdomain use karna hai us domain par click kare.
3.3 Ab Manage DNS setting par click kare.
3.4 Isame Records ka option dikhayi dega jisme kuch cNAME & NS record dikhai
denge. Is me aapko blogger se mile CNAMEs record ko add karne hoga.
5. Records option me Add Record par click kare.
Ab Hume domain setting me DNS record add karana hai iske liye in steps ko follow kare.
1 Type field option me CNAME select kare.
2 Host field option me me subdomain add karana hai. (is option me demo likh sakte hai.)
3 Points to field option me apako ghs.google.com add karna hai.
4 TTL option me custom select kare.
5 Save par click kare.
Setting save karne ke bad domain setting apply ho jati hai. Ye setting karne ke bad
blogger par jana hoga aur setting me jakar basic setting me jana hai aur publishing
option ko open karana hai aur uspar visit karana hai.
Visit karane ke bad save par click kare.
Bas ho gaya...........
In steps ko follow apane aapke blog me subdomain add ho chuka hai. Dosto DNS record update hone ke liye maximum 48 hr lag jate hai jab tas ye details update nahi ho jati tab tak apako wait karana hoga. Is simple tarike ko follow karake aap blog me subdomain add kar sakate hai.
Hindi Techno Guide me publish hone wale articles ko apane mail par pane ke liye hume SUBSCRIBE Kare. Is article se releated ya fir blogging se releated koi question hai, problem ho to comment kare.
Hindi Techno Guide me publish hone wale articles ko apane mail par pane ke liye hume SUBSCRIBE Kare. Is article se releated ya fir blogging se releated koi question hai, problem ho to comment kare.
thank you for this beautyful article about Blogspot me Subdomain kaise add kare
ReplyDeletethanks for support us new blogger
ReplyDeleteNice artical, helpful information
ReplyDeleteThanks you
https://www.aspo.xyz/2019/11/blogger-me-subdomain-kaise-banaye.html
Blogger Blog ki basic setting kaise kare
ReplyDelete