Blogger ki images ko seo friendly kaise banaye, Seo friendly image kaise banaye, blogger blog me images ko seo friendly kaise banate hai, Blogger ki images ko seo friendly kaise banaye ke bareme aap search kar rahe hai to aap sahi jagaha aye hai. Blog par High Traffic ke liye apne blog post me image ko SEO Friendly banana bahot jaruri hai. Blog post image ko optimize karana SEO ke liye important hai. Image ko seo friendly banana on page seo ka part hai. On Page Seo me blog par image optimizer karke seo friendly banate hai.
Blogger Ki Images Ko Seo Friendly Kaise Banaye |
Professional bloggers janate hai Blogger Blog ki images ko SEO friendly kaise banate hai. Blog post me images ka use karnese article ko samajane me asani hoti. 1000 words ki post ka kam ek image karati hai, Is bat se aap andaja laga sakate hai image kitani important hai. Blog ki loading speed aur bounce rate imges par depend karta hai isiliye Image Seo friendly hona jaruri hai.
Contents -
Image Ko SEO Friendly Kaise Banaye
Blog post me use honewali image seo friendly hai ya nahi ye janana bahot jaruri hai. Basically search engine images ko read nahi kar sakate hai isliye apaki image me kya content hai aur isaka post se kya connection hai is bat se search engine ko koi fark nahi padata hai. Image to hum user ke liye use karate hai lekin image ki size, quality, aur alt tage in sab par focus karake search engine friendly banana hota jisase search engine ko pata chalata hai ki image ki subject se releated hai. Jab bhi user kisi subject se releated post, images, videos search karata hai to search engine image ka alt tag read karake result show karata hai.
Blog me image ko seo friendly bana kitna jaruri ye to ab aap samaz gaye hai. To ab sawal ye hai ki website ki image seo friendly kaise banaye. Image ko seo friendly banane ke liye kya kya karana hota hai. To chaliye dosto age badhate hai.
Blog Post Images Ko SEO Friendly Kaise Banaye
Blog post me image use karane se kya fayada hota hai ye to aap jan gaye hai Aur image ka seo friendly hona kyu jaruri hai ye bhi aap jan gaye hai. Blog Post jmage ko seo friendly banane ke liye kuch steps bata raha hu in steps ko follow kare.
1. Rename Image
Blogger blog Post subject se releated images upload karne se pahle aap us photo / image correct format me name dena chahiye. Image ko name dena seo ke liye important hota hai. Agar image ko name nahi raha to search engngine ko image kis subject se releated hai ye pata nahi chalega. Image ka name sahi format me hona chahiye.
Example -
A) 456778913.jpg
B) Rahul.jpg
C) rahul-yadav$123@.jpg
In image name se search engine ko images ke bareme kuch bhi samaza me nahi ayega. Is image name se image ka subject kya hai search engine to kya koi bhi nahi bata sakega.
Blogger-image-ko-SEO-friendly-kaise-banaye.jpg
Is image name se search engine easily samaz jayega ki ye image blogger images ko seo friendly kaise banate hai isake bareme hai. Jab bhi koi user search engine pe image seo friendly kaise banaye ye search karenga to definitely ye image search engine me show hogi.
2. Use Alt Tags & Title Names
Google images ko read nahi kar sakate isliye blog post image ko alt tag use karana chahiye. Google Search Robots sirf text ki language samazate hai. Jab hum images ko alt tag aur title name use karate hai to search engine inhe read karata hai. Bahot sare bloggers ko isake bareme pata nahi hota hai. Muze bhi pata nahi tha ki image ko seo friendly kaise banate hai. But Ab hum hamesha images me alt tage aur title tag use karate hai jisase image search result me jaldi show karti hai. Blogger blog me seo friendly images use karne se search engine me top rank milata hai.
Blogger Ki Image Ko SEO Friendly Kaise Banaye
3. Add Caption
Image me caption add karana bhi jaruri hota hai. Kai bar internet speed slow hone par ya phir high quality images use karane se images load nahi hoti aise me user ko image dikhai nahi deti hai aur wo nahi samaz pate ki mage me kya hai. Agar hum image me caption add karenge to jab bhi image load nahi hogi tab visitor caption read karake samaz sakate hai ki image me kya hai.
Note : Image Caption se seo par koi fark nahi padata. Caption image ko user friendly banane ke liye use karate hai.
Dosto aaj humane sikha Blogger Images Ko Seo Friendly Kaise Banaye. Is article se releated question ho to jarur comment kare aur aur is post ko social media par share kare. Hindi Techno Guide Me publish hone wali post ko apane email par pane ke liye hume subscribe kare.
This is such a great resource that you are providing and you give it away for free. I love seeing blog that understand the value. Im glad to have found this post as its such an interesting one! I am always on the lookout for quality posts and articles so i suppose im lucky to have found this! I hope you will be adding more in the future... business seo services
ReplyDeletebhai thanku shandar article
ReplyDeleteaap apne blog par konsi theme use kar rahe ho please mujhe batao
Bhat achi lost ha..mere website urdu me ha...kya urdu me be seo.k.wohe rules apply hty jo.k.eng me hty?
ReplyDeletefree Rank higher on search engines
ReplyDeletebest Instant Approval Blog Commenting websites list 2021
Learn on page SEO and rank on Google
best 100+ High DA Profile Creation websites List For SEO 2021