Weccome dosto Hindi Techno Guide me swagat hai. Is toturial me hum Blog Sitemap Ko Google Search Console Me Submit Kaise Kare isake bareme janenge. Har Blogger ko apani site / blog ko google search engine me kaise add kare is bat ki tention rehati hai. Website / Blog ko search engine me add karana muskhil kam nahi hai. Correct process ki janakari nahi hone ke karan bloggers hamesha blog ko google search engine se kaise jode, site par organic traffic kaise badhaye ye sochate hai. Professional blogger ko pata hota hai ki Blog ko google search console me kaise add kare. Aaj hum Blogger Blog ke Sitemap Ko Google Search Console me submit kaise kare ke bareme bat karenge.
Professional Bloggers Organic Traffic ke liye Unique content wali Seo Friendly post likhate hai. High Quality keywords research karake blog post me sahi jagaha par SEO Friendly keywords use karate hai. Aap soch rahe hoge ki ye to sabhi karate hai. Professional bloggers blog ko google me kaise laye ye acchi taraha se janate hai isiliye wo blogging me success hote hai. Organic Traffic receive karane ke liye blog ko google me kaise submit kare ye janana bahot jaruri hai.
Website / blog ko google search console me submit kaise kare ye janane se pahale Google Search Console Kya hai ye janana bahot jaruri hai. Google Search Console blog / site ke liye kya kam karata hai ye bhi hum detail me janenge. to chaliye dosto start karte hai.
Backlinks Kya Hai ? Backlinks SEO Ke Liye Kyu Jaruri Hai
Off Page SEO Kya Hai ? Off Page SEO Kaise Kare ?
Hindi Blog Par Traffic Kaise Badhaye | Step By Step Guide Hindi Me
1. Aapake blog ka sitemap tayar creat le.
2. Google Webmaster me log in karale
3. Google "Search Console me log in karane ke bad blog ke URL par Click kare.
4. Ab Crawl par click kare.
5. Sitemap Option par click kare.
6. ADD / Test Sitemap kar click karana hai.
7. New Popup window open ho jayegi usame Blog ke URL ke samane Sitemap write karana hai.
Example :
sitemap.https://hinditechnoguide.blogspot.com/sitemap.xml
8. Final Step Submit Sitemap par click kare.
Pager par left side me sitemaps par click kare. sitemap google search console me add ho gaya hoga but sitemap ke samane status me pending dikhai dega. Google Search Console me sitemap add karane ke bad active hone ke liye 1hr tr samay lag sakata hai. Isiliye thode samay bad aap check kijiye sitemap successfully add ho jayega.
Blog ki sitemap active ho jane ke bad apako check karana hai ki google search engine ne sitemap jo url thi usamese kitani url ko submit kar liya hai. Indexed and submitted URL me apa sitemap ka status dekha sakate hai. Google Search COnsole me sitemap active hone ke abd search engine se apaki site par, post par visitors jyada ayenge.
Professional Bloggers Organic Traffic ke liye Unique content wali Seo Friendly post likhate hai. High Quality keywords research karake blog post me sahi jagaha par SEO Friendly keywords use karate hai. Aap soch rahe hoge ki ye to sabhi karate hai. Professional bloggers blog ko google me kaise laye ye acchi taraha se janate hai isiliye wo blogging me success hote hai. Organic Traffic receive karane ke liye blog ko google me kaise submit kare ye janana bahot jaruri hai.
- Free Website Banakar Ghar Baithe Paise Kamaye
- Robots.txt File kya hai or Robots.txt File Ko Blog Me Kaise Add Kare
Website / blog ko google search console me submit kaise kare ye janane se pahale Google Search Console Kya hai ye janana bahot jaruri hai. Google Search Console blog / site ke liye kya kam karata hai ye bhi hum detail me janenge. to chaliye dosto start karte hai.
Google Search Console Kya hai ?
Google bahot sari free services provide karata hai. Google Webmaster ye google ki free sarvice hai jise Google Search Console kaha jata hai. GWT me Website ka data search engine me control karane ki facility hai. Apaki site ka konasa deta search engine me show karana hai aur konsa deta nahi dikhana hai isaki setting gwt par kar sakate hai.
SiteMap Kya Hai ?
Sitemap ek XML File hai. Blog ke URL ko search engine me show karane ke liye sitemap help karati hai. Sitemap Blog / Site ki post, images, Link ko index karti hai. Sitemap me apaki site par apane jitani post likhi ho wo chahe 10, 50 ya 1000 bhi ho to un sab post ki URL is Sitemap me hoti hai.Blogger Blog Ke Liye Sitemap Kaise Banaye
Sitemap ka importance to aap jan gaye hai. Sitemap kaise banaye ke bareme maine detail mepost likhi hai. Website Blog Ke Liye Google Sitemap Kaise Banaye | Hindi Guide ye post dekhe.- SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe | Top Search Rank Trick
- On Page SEO Kya Hai ? Post Ko SEO Ke Liye Kaise Optimize Kare
Blogger Blog Ke Sitemap Ko Google Search Console me Submit Kaise Kare
Sitemap ka importance to app jan gaye hai. aba sawal ye hai ki blog ke sitemap ko google search console me submit kaha karate hai ?. Dosto jaise ki aap janate hai sabhi search engine me google ek populor search engine hai. Isiliye Google Search Console me sitemap submit karane se organic traffic accha milega. Sitemap ko submit karane ke liye aap in steps ko follow kare.Blog Sitemap Ko Google Search Console Me Submit Kaise Kare | Full Guide Hindi Me
1. Aapake blog ka sitemap tayar creat le.
2. Google Webmaster me log in karale
3. Google "Search Console me log in karane ke bad blog ke URL par Click kare.
4. Ab Crawl par click kare.
5. Sitemap Option par click kare.
6. ADD / Test Sitemap kar click karana hai.
7. New Popup window open ho jayegi usame Blog ke URL ke samane Sitemap write karana hai.
Example :
sitemap.https://hinditechnoguide.blogspot.com/sitemap.xml
8. Final Step Submit Sitemap par click kare.
Pager par left side me sitemaps par click kare. sitemap google search console me add ho gaya hoga but sitemap ke samane status me pending dikhai dega. Google Search Console me sitemap add karane ke bad active hone ke liye 1hr tr samay lag sakata hai. Isiliye thode samay bad aap check kijiye sitemap successfully add ho jayega.
Blog ki sitemap active ho jane ke bad apako check karana hai ki google search engine ne sitemap jo url thi usamese kitani url ko submit kar liya hai. Indexed and submitted URL me apa sitemap ka status dekha sakate hai. Google Search COnsole me sitemap active hone ke abd search engine se apaki site par, post par visitors jyada ayenge.
Aapke ads show kyo nahi ho rhe
ReplyDeleteब्लॉग वेबसाइट के लिए Google sitemap कैसे बनाये जाने हिंदी में
ReplyDeletexml site map submit krne ke 10 days baad bhi error show kr rha hai, not fetch in comment kya problem ho sakti h, please guide me. website-innovationmarketresearch.com
ReplyDelete