GuidePedia

0
Weclome Dosto Hindi Techno Guide me apaka swagat hai. Is toturial me hum sikhenge Robots.txt File kya hai or Robots.txt File Ko Blog Me Kaise Add Kare ? Robots.txt  file search engine ko hamari site ke konase page, post ko user ko dikhana hai aur konase post, page ko nahi dikhana hai isake liye kam karati hai. Google, yahoo, ask jaise sabhi search engines Robot.txt ki Functionality ko support karate hai. Aaj hum robot.txt kya hai ke bareme detail me janenge.
Robots.txt File kya hai or Robots.txt File Ko Blog Me Kaise Add Kare ?
Robots.txt File ek text file hai. Search Engine ke spiders jinhe robot kaha jata hai ye is file ko read karate hai aur file me jo instruction hai use follow karate hai. Hamari site ki jo chize (page, post, video) hame search engine me nahi dikhani hai un chizo ko hum robot.txt file me add karate hai. Aisa karane se ye specific pages, post, videos ko search robot crawl nahi karenge aur search engine me show nahi hogi.

Robots.txt File Kya karti hai ?

Robots.txt file search engine ko instruction dene ka kam karati jisase search engine ko samza hai ki hamari site me jitani bhi url hai unme se konsi URL index karana hai aur konasi nahi karani hai. Jisa file ko hum nahi chahate ki search engine crawl kare aisi link ko is file me add karate hai.  Search Robots is file ke contect ko read karate hai instructions ko follow karate kar result dikhate hai.

Blog Ke Liye Robots.txt File Kaise Banaye

robots.txt file ke liye google ke blogger helop forum code diye hai wo mai apake sath share kar raha hu. in codes ko aap acche se samaz le. Bahot sari websites avaliable hai jiname aap robot.txt file bana sakate hai lekin mera manana hai ki google blogger forum through provide hone wale code pure hote hai aur inehi use karana chahiye.

1 User- Agent : Media Partners - Google

Ye ek google adsense robot hai aur blog me adsense ko code use karate hai un codes ko search engine se chupane ke liye is ko use kiya jata hai.

2. User - Agent

User ko hamari site me kya dekhana hai aur kya nahi dekhana hai iske liye Is robot ko use karate hai. Blog ki security ke liye is code ko dis allow rakhe.

3. Disallow : / Search

Ye bahot useful code hai. Hamari site ka jo page, post, video hum search engine ko nahi dikhana chahate hai usaka URL yaha add karake hum use disallow kar sakate hai.
Example : https://yoursitename.com/p/terms-and-condition.htmll

4 Allow

Search Engine ko kya show karana wo yaha par set karate hai. Agar aap chahate hai ki site ki sabhi chize search engine ko dikhai deni chahiye to aap  yaha allow rahane de.

5 Sitemap

Sitemap hamari site ki new post ki information search engine ko dene ka kam karti hai. Hamari site me konasi post jyada polpulor hai, visitor kis post ko jyada pasand karate hai search engine me accha rank kis post ka hai ye sari bate sitemap search robots ko batane ka kam karati hai. in sabake alawa aur bahot sare kam sitemap karata hai. Website ke liye sitemap jitana important hai utana hi  Blog ke liye hai. Blog me sitemapp add karane ke liye apako sabase pahale sitemap banana hoga. Sitemap bana ki detail information ke liye aap Website / Blog Ke Liye Google Sitemap Kaise Banaye ye post dekhe.
User-agent: Mediapartners-Google
Disallow:
User-agent:
Disallow: /search
Allow: /
Sitemap: https://www.yoursitename.com/sitemap.xml

Is Code ko copy kar lijiye aur red color me jahapar yoursitename ki jagaha apaki site / blog ka sitemap add kar le.


  • Website / Blog Ke Liye High Quality Backlinks Kaise Banaye ?


  • Robots.txt File ko Blogger Blog me kaise Add kare ?


    crawl-and-indexing-image-hindi-techno-guide


    Step A 👇
    1 Blogger ki Setting me jaye.
    2 Search preferences par click kare.
    3 Apako Custom Robots.txt ke samane edit par click karana hai.

    Step B ðŸ‘‡

    1 Yes par click kare

    2  Upar diye gaye text box me apako bataya gaya code paste kare.
    3 Finally Save par click kare.

    Quote Of The Day -


    "Success isn't just about what you accomplish in your life; it's about what you inspire others to do."




    Dosto ummid karata hu apake liye ye post helpful ho. Is article se releated koi question hai to jarur comment kare aur is post ko social media, website, blog par share jarur kare.

    Post a Comment

     
    Top