GuidePedia

14
Blog Ko Google Ke First Page Par Kaise Laye - Website Ko Google Ke First Page Me Kaise Laye, Apne blog ko google ke first page par kaise laye ye janane ke liye newbies kya kuch nahi karte. Blogging me success pane ke liye Blog Ki Post Google Ke First Page Par Kaise Laye, Blog Ko Google First Page Me Kaise Laaye ye janana bahot jaruri hai. Blog post ko search engine me rank karne ke liye seo kya hai ? seo kaise karte hai ke bareme sikhana hoga. Google SEO ko follow karke apne blogger blog post ko google me first page par rank kar sakte hai. Aaj ke is article me hum Blog Ko Google Ke First Page Par Kaise Laye, Website Ko Google Ke First Page Me Kaise Laye, New Blog Ko Google Me First Rank Kaise Kare aur Blog Ki Post Google Ke First Page Par Kaise Laye ke bareme step by step sikhenge.
Blog Ko Google Ke First Page Par Kaise Laye
Blog Ko Google Ke First Page Par Kaise Laye
Blog ko Google ke first page par lane ka secret hai SEO. Search engine optimization ke rules ko follow karke aap bhi apani website, apne blog ko google search engine me first page par la sakte hai. Blogging me success hone ke liye traffic hona bahot jaruri hai. New bloggers puchate hai blog post google ke first page par kaise rank kare. Professional bloggers janate hai Blog Ko Google Ke First Page Par Kaise Laye, Blog post ko google ke first page par kaise laye. Apne blog ko google, bing, yahoo jaise search engine me first page par lane ke liye apko seo ke bareme janana hoga. SEO se releated post me aap SEO Kya Hai ? Website Blog Me SEO Kaise Karte Hai ? ye post dekhe.

Blog Ko Google Ke First Page Par Laise Laye

Blog ko google ke first page par lane ka secret janane ke liye new bloggers bahot koshish karte hai. English, Hindi articles padhate hai. But Blog ko google ke first page par kaise laye ka secret nahi milata. Dosto Blog Ko Google ke first page par lane ka ek hi secret hai aur wo hai Search Engine Optimization (SEO). Blog ko google ke first page par lane ke liye apako SEO Technique par focus karna hoga.
Blog ko google me first page par rank karne ke liye apne site ko SEO ke according optimize karna hoga. Is article me hum Blog Post Ko Seo Ke According Optimize Kaise Karte Hai ?, Blog ko google ke first page par kaise laye, Blog post ko google ke first page par kaise late hai iska tarika bataunga. To chaliye dosto dekhate hai Blog Ko Google Ke First Page Par Lane ke liye kya karna hoga.

Page Ko Optimize Karke Blog Ko Google Ke First Page Par Kaise Laye

Friends SEO Optimization me two typs hote hai pahala hai On-Page SEO aur Dusara Hai Off Page SEO. Page Optimization On Page SEO Me ata hai. Post ko optimization karne ke liye Seo Friendly Post, SEO Friendly Keywords, High Quality content, SEO Friendly Images, Internal Linking, Focus keywords in sab bato par smart work karna hota hai.  Seo me bahot sare point ate hai chaliye dekhate step by step On Page Optimization Kaise Karte Hai ?

1. Post Topic

Post Ko search engine me first position par dikhane ke liye important hota hai post ka Topic. Aap jis subject par ya fir jis topic par article likha rahe hai use kitani demand hai. Is bar par bhi post ka search engine me milane wala rank depend karta hai. Post topic select karne ke liye aap google trend ka use kar sakte hai. Professional bloggers targeted traffic aur Blog ko search engine me rank karne ke liye google trends ka use karte hai.

2. Seo Friendly Title

Kya aap jante hai Blog Post Ka Titile Kaise Likhe ya Blog Post Ka Title Kaise Hona Chahiye. Google ke seo rules ke according Blog Post ya fir kisi bhi article ke Title ki leng Maximum 65 character honi chahiye. Jis subject par article likh rahe hai us se releated Focus keywords se title ko start karna chahiye. Blogger is factor pr dhyan nahi dete hai. Sabhi post ke title focus keywords se start karna possible nahi hota aise me Focus keyword ko title me kahi bhi use karna fayademand hota hai.

Blog Ko Google Ke First Page Par Kaise Laye

3. First Paragraph

Friends Blog ko google ke first page par lane ke liye hume smart work karna hoga. Google robots post ko crawl karte time first paragraph par focus karte hai. First paragraph me focus keyword use hone par search robots aise article ko first prority dete hai. Isiliye hamesha article ke first paragraph me Focus keyword use karna chahiye. Focus keyword, long tail keyword, short tail keyword ya fir kishi type ke keywords ko first paragraph ke first 250 words me use karne se search rank increase hone me help hoti hai.

4. Images

Visitors ke liye helpful hone wali post ko google first prority deta hai. Post ko samazane me asani ho isiliye post me images use karna chahiye. Ek post jisame 1000 words hai aisi post ko ek image describe kar sakti hai is bat se aap andaza laga sakte hai ki image kitani helpful hai. Image kaise search karte hai aur post ke liye image kaise honi chahiye is subject par already post likha chuka hu.

5. Post Length

Post ke top rank ke liye post ki lenth important hai. Apaki post content ka lenth and quality jitani jyada hogi utna hi acch search rank apako milega. Dosto seo friendly content hone ke sath sath post ki lenth par dhyan dena jaruri hai. New bloggers seo friendly contnent banate hai but post ki lenth par dhayn nahi dete Isiliye une Traffic na milane ki wajah se pareshani hoti thi.
Jab maine blogging start ki thi tab muze bhi traffic na milane ki problem hoti thi. Mane bahot research kiye aur Professional bloggers ke site par comments bhi kiye but kuch fayda nahi hua. SEO ke rules ko acche se study karne ke bad ab muze traffic ki koi problem nahi hai.
Dosto bahot sare aise bloggers hai jo ab ek brand ban chuke hai. Aise bloggers ki post read karne par pata chalata hai ki post kaise likhani chahiye. Hardwork aur smart work karke Hindi Techno Guide ko brand banane ke mera sapna hai. Dosto aap jis subject me jyada accha knowledge rakhate hai aise subjet par hi blog banaye aur jis topic par aap article likh rahe ho us topic ke bareme detail me jankari dena chahiye.

Conclusion

Friends I hope blog ko google ke first page par kaise laye ye post apke liye helpful ho.  Blog Ki Post Google Ke First Page Par Kaise Laye jaise sare question ke answer apako is article me mil jayegne. Is article se releated koi question hoto comment kare. Is article ko apne website, social media par share kare.

Post a Comment

  1. great post check this post
    https://helpintrick.blogspot.com/2018/03/blogwebsite-ko-google-search-engine-me.html

    ReplyDelete
  2. thanks for that types of content and keep it up !

    vijit - https://www.delhiproduct.info/2018/10/top-best-5-way-to-increase-your-website.html

    ReplyDelete
  3. Apne Blog Ko Google First Page Me Rank Kaise Kare, apki a post parke mere ko bohot faida mila, apki post bohot asch hai thanks for sharing.

    ReplyDelete
  4. http://workwithbilal.blogspot.com/2018/12/create-a-online-game-website-for-free.html?m=1

    ReplyDelete
  5. Good article
    Bro aap ne aaj bahot badiya information di hai.mai apni site ko top par lana chahta hu.aap mujhe bataye kya mai 1&1 company se hosting lunga to better hoga.Blogger Me Custom Domain Kaise Add Kare

    ReplyDelete
  6. jankari dene ke liya thannks bro.bhai maine bhi new blog suru kiya ha.aapki help chchiye .
    mera ek question ki aapne domain kyu nahi liya? kya domain lena JARURI HAI KYA ?

    ReplyDelete
  7. Bahut acha article bro.. But fir v mera blog postsearch me nahi ata hai.

    Mera blog.
    https://alltechnicaldost.blogspot.com/2019/09/tinypic-reverse-image-search-instagram.html?m=1

    ReplyDelete
  8. See the tragic death of Games of thrones hero Andrew bollywood trends

    ReplyDelete
  9. V Good for my helping
    https://www.mytechfeature.com/

    ReplyDelete

 
Top