GuidePedia

3
SEO Kya hai ? ye janana har blogger ke liye jaruri hai. Is article me hum sikhenge SEO Kya Hai ?. SEO yane Search Engine Optimization ye to aap janate hai but seo in hindi toturials ke sath detail janana bahot important hai. Search Engine Optimization ek process hai jisaka use karake hum apani website blog ko serach engine me top kara sakate hai. Visitors search engine par hamesh search karate hai what is seo explain in hindi. SEO apane aap me ek bahot bada factor hai. SEO Technique ko use karake hum website ko google me rank karate hai. Aaj hum bat karenge SEO Kya Hota Hai ?

SEO Kya Hai,  What Is Seo Explain In Hindi

SEO Kyu Jaruri Hai ? |Why We Need SEO

Dosto ye samay digitalisation ka hai. Governent se lekar private sector me buisness karane ke liye website banate hai. Agar apako kuch purchase karana hai to Online Shopping site Jaise Kie Flipkart, Amazone ka use karate hai. Har Buisness me website ka importance badhata ja raha hai. Aaise me hume jo bhi chiz purchase karani hai ya phir hame kuch bhi search karana hai to hum search engine me search karate hai. Search karane par hume lakho website ka result milata hai but ham sabhi website check nahi karate. 95 % Visitors Search engine me first page par rank hone wali website ko hi dekhate hai. Isaka matlab ye hua ki apaki website ko accha traffic milane ke liye Search Result Page par Fist Rank karana hoga. Ab sawal ye hai ki Website Ko first rank kaise milega ? Isaka jawab hai seo se. Apani site ko high position par rank karane ke liye seo ki jarurat padati hai.

Search Engine Optimization Ki Janakari Hindi Me

SEO stands for “search engine optimization.” It is theprocess of getting traffic from the “free,” “organic,”“editorial” or “natural” search results on search engines.
Iska matlab hai ki search engine se free, organinc and natuaral traffic pane ke liye apni site ke content ko optimize karna. Site par optimized content likhane se hamari site search engines result me humari post achi position me show hogi aur hume search se jyada se jyada traffic milega. 
Google, Bing, Yahoo jaise sabhi search engines me lakho logon ki website, post, images, videos show hoti hai. Pahale ke mukabale ab internet ka use jyada ho raha hai is liye internet par millions website, blog mojud hai. In sabamese jis website par seo ko according post likhi gai ho usi ko first rank milata hai.
Basically SEO process 2 type ki hoti hai On Page SEO and Off Page SEO

On Page SEO

On Page SEO me website speed, Title tagm Meta description, Keyword Dencity, Hidden content, Image alt tag, Internal and external links, URL structure, Responsive website deisgn, Post length, sitemap optimization etc ate hai. On page seo ko detail me janane ke liye On Page SEO : Kya Hai ? Post Ko Optimize Kaise Kare ye post dekhe.

Off Page SEO

Off Page SEO me search engine submission,bookmarking website, Backlinks, Directory submission, Use google plus to boost your site traffic, Use twiiter and other social media sites, question answer form, Blog commenting or Guest post etc. use karna hota hai. Dosto Off Page SEO backlinks ye bahot important point hai. apaki site par jitane jyada backlinks hote hai utanahi jyada fayada apako hota hai. Jyada backlinks wali site ko google first prority deta hai. Backlinks ko detail me janane ke liye Backlinks Kya Hai ? Aur Backlinks Kaise Banate hai ? ye post dekhe.
SEO apane aap me bahot bada factor hai. Koi bhi blogger SEO ko ignor karake Blogging me success nahi ho sakata. Blogging me success hone ke liye step by step development karana hota hai. Search Engine par Top rank pane ke Liye SEO Friendly Blog Post Likhana hota hai. Blog post ke liye Uniqe Content Choose kare. Article Me SEO Friendly Keywords Ko use karana hota hai. New Bloggers ko liye High Quality wale SEO Friendly keywords research karana hoga. SEO ko samazana bahot mushqile nahi hai bas step by step aur sahi tarike se janana bahot jaruri hai SEO se releated janakari Detail me janane ke liye Hindi Techno Guide Ko suscribe kare. 
Dosto SEO Kya Hai ? ye to aap jan gaye hai. SEO ke bareme apako aur detail me janana hai to aap Hindi Techno Guide ki SEO se releated post read kariye. Search engine Optimization se releated koi problem hai to jarur comment kare. Blogging se releated aur bhi post ko apane email par receive karane ke liye subscribe kare aur article apake liye helpful ho to social media, website, blog par jarur share kare.

Post a Comment

 
Top