Blog Post Ko Jaldi Search Me Kaise Laye or Blog Post Ko 2 Min Me Google Search Me Kaise Laye. ye article new blogger ke liye hai jinki Post 3-4 Din Tak Bhi Search Engine me nahi aa pati. Bloggers search engines par research karate hai Post Ko Indexed Karke jaldi Google Search Engine Me Kaise Laye kyun ki Professioanl bloggers ki new post kuch hi minito me search engine me aaj jati hai. New Post/Article Ko 1 Minit Me Google Search Me Kaise Laye ye janana bahot jaruri hai. Kyun ki newbies traffic badhane ke liye new post likhane par jyada focus karate hai. Aise me sawal ye hai ki professional bloggers ki post search me ati hai aur hamari kyu nahi. Is bat se pareshan hokar user research karate hai Google Search Me Post Ko Jaldi Index Kaise Kare.
Contents -
Newbies ko batana chahunga professionals janate hai Post Ko Indexed Karke jaldi Google Search Engine Me Kaise Laye. Muze bhi pata nahi tha Blog post ko 1 min me search engine me kaise laye. Research karane par pata chala kuch tricks ka use karake ye sab hota hai. Ye tricks me apake sath share kara raha hu. To chaliye dosto shuru karate hai New Post ko Google Search Results Me Jaldi Show kaise kare.
Dosto post ko jaldi index hone ke liye kuch basic rules apako bata raha hu. Ho sakata hai ki ye rules apako pahale se pata ho. Basic ko samaza ne bad Advance Technique bataunga.
Search engine optimized post search engine me jaldi show hoti hai. Google Search engine result page ya phir dusare kisi bhi search engine me jo post top rank kara lete hai wo sabhi Complete SEO Friendly Post likhate hai. SEO ke bareme detail me janane ke liye SEO Friendly Post Kaise Likhe ? ye article dekhe.
Professional bloggers ka manana hai ki apaki post me jyada shabd kone se search engine une first prority deta hai. But mera experience kehata hai ki Post me kitane jyada shabd ye chij mayane nahi rakhati hai. Searc engine ko is bat se koi fark nahi padata ki apake post me apane kitane word use kiye hai. Search engine is bat par jyada dhyan deta hai ki apaki post search engine guidelines ke according hai. Post likhane ke bareme janane ke liye Blog Post Kaise Likhe Top Rank Ke Liye ye post dekhe.
Google Webmaster Tool Use Karane Ki 5 Golden Tricks Hindi Me
Keyword Research karane ke bad keywords ka kaise use karna hai ye bhi malum hona chahiye. Agar hum keywords ko sahi jagaha par use nahi karenge to in keywords ka koi fayada nahi hoga. Seach engine ki guidelines me keywords kaise use karate hai isake bareme bataya gaya hai. keywords kaise use karate hai ye janane ke liye SEO Friendly Keywords Kaise Or Kah Use Kare ye post dekhe. Blog post ke default perma link ko change karake custom permalink rakhana chahiye. Default permalinks seo friendly nahi hota. Isliye Custom Permalinks ko seo friendly banana chahiye aur perma links me stop words ka use nahi karana chahiye.
Google Webmaster Tool Jise Hum Google Search Console kehate hai, Is tool mi help se hum new post ko 2 min me search engine me la sakate hai. Google Search console Fetch Option ko use karake Hum google ko hamari post ko fast index karane ke liye permission dete hai. Google url crawl karata hai aur Index karata hai Jisase hamari New blog post 2 min me google search engine result page par show hoti hai. Is liye new post publish karane ke bad Fetch karana na bhule. Dosto In tricks ko use karake aap bhi new post ko 1 min me google search engine me la sakate hai. Ye article kaise laga comment karake bataiye. Is article ko social media, blog, website par share kare jisase newbies ki help ho sake.
Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.