![]() |
Blogger Blog ka Template Kaise Change Kare |
Blog Ka Template Change Or Upload Kaise Kare
Blogspot platform par free blog creat karte ne ke liye hume by default blogger ki theme ko select karna hota hai. Blogger ki default me jyada feature nahi hote hai isliye default theme ke comparatively custome template / theme use karna jyada accha hota hai. Blog par traffic badhane ke liye aur blog ko seo friendly banane ke liye hume seo friendly custom templates ko use karna chahiye. Blog ko professional look attractive hota hai jisase traffic me positive effect padta hai. Is article me hum Blogger Blog Par Template Kaise Upload Kare, Blog Par Theme Kaise Upload Kare ke bareme step by step sikhenge.Blogger Blog Ke Liye Templates Kaisa Hona Chahiye ?
Blog ke liye kaise template select karna chahiye. Template ke bahot sare typs avaliable hai jisame. seo ready, seo friendly, mobile friendly, user friendly jaise bahot sare typs hai. Blog ke liye template download karne se pahle in baton ko dhyan me rakhe.- Hindi Blog Par Traffic Kaise Badhaye Top Secret Tips
- Blogger Blog Me Sub Domain Kaise Use Kare - Easy Trick
1. Mobile Friendly Template
Blog ke liye mobile friendly template use karna chahiye. Aaj ke jamanme sab log mobile me internet ka use karte hai aise me apki website, blog ka mobile friendly hona jaruri hai.- Blog Post Me Seo Friendly Keyword Kaise Use Kare | New Updat
- High Quality Keywords Kaise Search kare Blogger Blog Ke Liye
Blog Ka Template Kaise Change Kare
2. SEO Friendly
Bloggine me seo ka importance to jante hi hai. Isiliye blog ka template seo friendly hona jaruri hai. Blog ko search engine me top rank dilane ke liye aur blog post ko jaldi search me lane ke liye Blog ka template seo friendly hona jaruri hai.- YouTube se Ghar Baithe Paise Kaise Kamaye - Full Guide Hindi Me
- Free Website / Free Blog Kaise Banaye
3. User Friendly
Blog ke liye template user friendly hona chahiye. Jab bhi apako jarurt lage tab apko apne template me editing karne me asani honi chahiye isiliye template select karte time user friendly template hona chahiye.- Off-Page Seo Kya Hai ? Off Page Seo Optimization Kaise Kare ?
- New Blog Post Ko 1 Min Me Search Me Kaise Laye - Easy Tricks
Blog Ki Template Change Or Upload Kaise Kare
Blog par template ko chage or upload karne ke liye kuch steps bata raha hu in steps ko follow kare. Blogger par jakar apne account me log in karna hoga.Step 1. Template option par click kare.
Step 2. Ab Backup / Restore option ko open kare.
Step 3. Download full template par click karke apne blog ki current theme / template ka backup creat kar le.
Step 4. Choose par click karke apne jo template download kar liye hai use select kare.
Step 5. File choose karne ke bad Upload par click kare.
- On Page SEO Kya Hai ? Post Ko Kaise Optimize Kare ?
- Blog Par Without SEO Ke Traffic Kaise Badhaye 5 Easy Tricks
Aapne Simple tarike se Bohot hi badiya Jankari Share ki Hai.
ReplyDeletehttps://www.digihelpguru.in
hello sir aap ki madat se mujhe bhut halp mili thanx sir
ReplyDelete