GuidePedia

0
Blog Ki Traffic Kaise Badhaye, website ki traffic kaise badhaye agar aap in sawalon ke jawab janate hai to aap blogging me succes ho jayenge but aap nahi janate hai apne blog ki traffic kaise badhaye to ye post apke liye hai. Aaj ke is article me hum Blogger blog ki traffic badhane ke bareme bat karenge. Website ki traffic badhana thodasa mushkil kam hai par impossible nahi. Dosto SEO par focus karke hum Apne blogger blogspot blog / website par traffic badha sakte hai. Successful blogger banane ke liye high organic traffic hona chahiye. Search engine se organic traffic banane ke liye SEO friendly post / article hona jaruri hai. Unique content wali seo friendly post jisame focus keyword, longtai lkeyword ka use kiya ho aisi post ko search engine result page par top rank milata hai jisase organic traffic milane me help hoti hai. To chaliye dosto sikhate hai Apne blog par traffic kaise badhaye, apne website par traffic kaise badhaye.

Blog Ki Traffic Kaise Badhaye Easy Tricks For Newbies

Aaj hum Traffic kaise badhaye apne blog par ke bareme detail me janane wale hai. Hamare pichale article me hamne dekha tha Without SEO Blog Ki Traffic Kaise Badhaye ? Aaj ke is article me hum janenge Search engine optimization ke bareme thodisi jankari lenge. Blogging me success hone ke liye aur google adsense ya fir kisi bhi affiliate marketing se accha income karne ke liye search engine se organic traffic hona jaruri hai. Organic Traffic banane ka ekahi powerful option hai SEO. Isiliye hum apne aaj ke is article ki shuruat search eninge optimizaton se karenge. SEO kya hai ? Optimization Kaise Kare ? is article humane seo ke bareme detail me samaza tha.

Apne Blogger Blog Par Traffic Kaise Badhaye ?

Blogging ke shuruati time me muze blogging ki basic janakari bhi nahi thi. Blog Ki Traffic Kaise Badhaye, how to increase hindi blog traffic, janane ke liye muze bahot samay laga. Bahot research karne par bhi koi trick nahi mili jisase mere blog par organic traffic badha sake. New bloggers ke traffic ke liye hamesha pareshan rehate hai. Is bat ko samazate hue aaj ka ye articl likha raha hu. Organic traffic ke sath sath social media, email marketing, refferal traffic in sab tariko ko use karke hum apne blog ki traffic kaise badha sakte hai ye janenge. Friends is article ko carefully read kare. Article se releated question comment kare.

Blog Ki Traffic Kaise Badhaye

#Write Quality Content

Blog par High Quality Post Content Kaise Likhe ? Blog ko populor banane ke liye aur visitors ko attract karne ke lye sabse important hai quality post. Blogging me competition badh raha hai ye to hum sab jante hai. Blog post ko seo friendly karne ke sath sath hume blog post ke content par bhi focus karna hoga. Blog post ka content jitana high quality wala hoga utna hi acha search rank aapko milega. 

New bloggers aksar puchte hai Blog Post Kaise Likhe ? newbies ko batana chahunga aap jis subject par article likha rahe hai us se related har details ko apne post me write kare. Blog post likhna bahut hi easy hai bas apko search engine optimization ki jankari hona chahiye. Apne website blog par traffic badhane ke liye blog post minimum 1000 words ki honi chahiye. Most popular keywords ko apne post me use kare. On page - off page seo optimization se post ko optimize kare aisa karne se post ko search engine result page par high rank milega aur organic traffic milega.

Seo friendly aur unique content wali post likh kar blog ki traffic badha sakte hai. Blog ki traffic kaise badhaye is problem ke liye ye sabse important solution hai Unique blog post likhe.

How to Increase Blog Traffic

#Keyword Research

Keyword Research Kaise Kare. Blog post likhne se pahale Keyword research kaise karte hai ye janana jaruri hai. Keyword research karne ke liye internet par  kai softwares aur website available hai jisame aap free or paid service use karke keyword research kar sakte hai.

Web Developers, Professional bloggers Keyword Research karne ke liye Google Adword keyword planner tool ko use karte hai. Google keyword planner tool keyword research karne ke liye sabse best mana jata hai. Google keyword planner ek free service hai ise advertisers ke liye google ne develop kiya hai. Is service ko hum free me use kar sakte hai. 

Google keyword planner me keyword ka cpc, monthly searches etc ke bareme jankari milati hai jisse hume subject se releated populor, high cps, high serach rank wale keywords ko select karne me help hoti hai. Google keyword planner kaise use kare is article me humane Adword Keyword Planner Tool Me keyword research kaise karte hai isake bare me jana tha.

#Use Keywords To Get Free High Traffic

Blog per traffic kaise badhaye isaka secreat hai keywords. Blog me visitors badhane ke liye blog post me keywords ko use karna jaruri hai. Keywords ke bareme hum step by step janenge. Keyword ek popular or most searchable word hota hai jisse search engine ko aapki post ka subject kya hai ye pata chalta hai.

Seo se releated post me humane search engine ke kam karne ka tarika dekha tha. Search engine jab hamari post ko crawl karta hai to use kai part me sort kiya jata hai. Jisame post ka heading, keyword par par jyada focus kiya jata hai. Aapke article me aap subject se related jo keyword use karate hai use search crawler index karte time heigh light karta hai.

Apni website Par Traffic Kaise Badhaye

Jab bhi koi user search engine me kisi query ke bareme search karte hai to apne jo main keyword use kiya hai usse related long tail keywords jis post me use ki gai hai use search result page par show karta hai.

Example :-  Blog Ki Traffic Kaise Badhaye ? is sentence me Traffic Badhaye ye mera focus keyword hai. Focus keyword me dusare keywords ko use karke jo sentence tayar honge use long tail keyword kehte hai.

Main Keyword = Traffic Badhaye
Longtail keyword = Blog ki traffic kaise badhaye, website ki traffic kaise badhaye, apne blog par traffic kaise badhaye, hindi website par traffic kaise badhaye.

Ye hai long tail keywords jine focus keywords ko use karke banaya gaya hai. Longtail keyword article me use karne ke bad jab bhi koi visitor search engine me in main keyword ya fir long tail keywords ko search karenge to search result page par HTG ke result show honge. Keywords ko use karne se 100% blog ki traffic badhegi.

Apne Blogger Blogspot Blog / Website Par Traffic Kaise Badhaye

#Write SEO Friendly Article

Bloggine me traffic ke bina success nahi mil sakta. Search engine me high rank milane ke liye SEO par mehnat karni hogi. Search engine friendly article likhne se search engine result page par high search rank milta hai.

Kisi bhi subject par content writing karne se pahle aap jis subject ke bareme article likha rahe hai us subject ke monthly search kitane hai ye janana jaruri hai. Monthly search janane ke liye Google Trends ko use kiya jata hai. Monthly search check karne par subject se related queries ke bareme search kar le.

Content ke bareme research karne liye ek bat ka dhyan rakhe ki aap khud ek visitor hai aur subject se related kya kya quries hai is par focus kare. Article likhne ke liye basic > images >  videos > Outbound links > Internal links is type me article ka layout hona chahiye.

Seo friendly article kaise likhe ye janane ke liye newbies kya kuch nahi karte hai. search engine kaise kam karta hai ye janane ke bad hi aap search optimization kaise karte hai ise behtar tarike se samajh paoge.

Blog Par Visitors Kaise Badhaye

Google jab kisi query ke bareme result show karta hai to google ek hi rule ko follow karta hai ki jis query ke bareme search kiya hai usase related information provide karnewali sites ko show karna yane Visitors ko ache se achchi service provide karna. Aap bhi sibi bat ko follow kar aur visitor ko quality content provide kare. Friends Blog ki traffic kaise badhaye ye janane ke liye smart work karna hai.

#Internal Linking

Friends Apne blog ki traffic badhane ke liye internal linking karna chahiye. Internal linking kya hai ? internal linking kaise kare ? is article me internal linking ke bareme step by step jankari di hai.

Post me internal linking karne se post ko link juice milata hai. Search engine me top rank karne ke liye internal link bahot help karti hai. Internal linking ke isake alawa bhi bahot sare fayade hai. Internal linking karne se Bounce Rate kam hota hai. Generally bounce rate 60 % se kam hona chahiye.  

Aaj ka article traffic se related hai agar muze isame seo se related jankari dena hai to mai seo se related post ko internal linking karunga. aise karne se article jyada bada nahi hoga visitors subject se related dusari post ke links same page par milenge. Jisse subject se related post easily visitors read kar sakenge.

#Use Eye-Catching Images

Blog post me images use karna chahiye ye to sabhi jante hai. 1000 words ko describe karne ke liye 1 image kafi hai. Is bat se aap article me image ka importance samajh sakte hai. Image use karne ke kuch ruls hai sabse pehle aur important hai Copy right images use nahi karni chahiye. Agar aap photoshop ka knowledge rakhte hai to aap khud hi image create kar sakte hai. Image search karne ki jankari lene ke liye Blog Post Ke Liye Image Research Kaise Kare ? ya article dekhe.

Traffic Blogger Free Site Kaise Badhaye

Article me image use karne ke liye copy right image use na kare, image subject se related honi chahiye, image jyada high resolution wali naho is bat ka dhyan rakhe. High resolution image use karane se website blog ki loading speed kam ho jati hai. Images se related ye sari bate image optimization me ati hai. Image ko blog post me use karne ke liye search engine ke according tayar karne ko Image Optimization kehate hai. Image Optimization ke bareme janane ke liye Image Optimization Kaise Kare ? ye article dekhe.

Image Optimization karne se image search engine friendly ho jati hai. Jab bhi ham article ko pinterest, instagram par search karenge to images ko accha rank milega jisase social media se bhi accha traffic milega.

Is article me humane dekha Blog Ki Traffic Kaise Badhaye. Is article me batai gai steps ko follow karake aap bhi Apne blogki traffic badha sakte hai. Is article se releated koi question ho to jarur comment kare. 

Post a Comment

 
Top