GuidePedia

0
Bank Account Se Pan Card Link Kaise Kare. Aaj hum dekhenge Bank Account Me Pan Card Add Link Kaise Kare, SBI Bank Account Me PAN Card Online Link/Register Kaise Kare. Bank Account Me Pan Card Kaise Add-Link Kare ke bareme janane se pahle Kya aapko nahi pata ki aapka PAN number aapke sbi account ke sath link hai ya nahi ? ye janana jaruri hai. is article me hum bat karenge Kaise jaane PAN Card register hai ya Nahi? how to link pan card to sbi bank account through online sms bank branch, sbi bank account se pan card link kaise kare, pan number link karne ka tarika hindi me janenge
Bank Account Se Pan Card Link Kaise Kare
Bank Account Se Pan Card Link Kaise Kare Image
Government ne Pan card Bank account se link karna compulsory kiya hai. Isiliye apna pan card bank account se link karwaye. Bahot sare logo ne ab tak pan card link karwaye hai lekin kuch logo ne abhi tak pan card ko bank account se link nahi karwaya hai. Aaj ke is article me hum Pan number ko bank account me add karne ke bareme janenge. To chaliye dosto dekhate hai Ofline/Online Pan Card Bank Se link Kaise Kare. 

Bank Account Se Pan Card Link Kaise Kare

Sabase pahale hum bank account ko pan card se offline jodane ka tarika dekhate hai. Is article me SIB Bank Account Se pan Card Link Karne ka offline tarika bata raha hu. Is process me apako apne Jaha se aapne bank account open kiya tha usi branch me apko jana hoga.

Offline Bank Account Se pan Card Link Kaise Kare?

Bank account me pan card add karne ke liye apako kyc document yane 
Apna Pan Card Ka Xerox Copy Aur Passport Size photo sath me hona chahiye.

Ab apko bank me jana hai aur inquiry section se KYC Form lena hai. Is form ko fill up karna hai aur kyc documents

Online Bank Account Me Pan Card Link kaise kare ?

Is article me hum State Bank Account ke bareme bat kar rahe hai. Ghar baithe State Bank Account me Pan Card link karne ke liye apake pas internet banking activate hona jaruri hai.
Step 1. State Bank Ke Website Ko Open kare.

Step 2. Net Banking Me Section Me Login kare.

Step 3. Login karne Ke Bad Aap My Account Option par click kare. Is me apako  View 

Step 4. Notification And pan Details par Click karna hoga.

Step 5. Ab next window me apke Bank Account ki details show hogi.  Aapne Isse pahle pan number Add Kiya hoga To usaka status aap yaha check kar sakte hai. 
Agar apane apaka pan number register nahi kiya hai yaha par register ka link dikhai dega. Aapp is link ko open karke apna pan card bank account ke sath register kar sakte hai.
Dosto bank me account open karte samay Adhar Card, Pan Card, Pass Port Size Photo dena chahiye, Jab bhi reserve bank ke rules change hote hai to account holder ki information update karne me bank ko help hoti hai. Agar aap tax payer hai Income tax me bhi apako pan card link karana hoga.
I hope apke liye ye post helpful ho. Agar apko ye post pasand aye to ise social media, apani website, blog par share jarur kare. Hindi Techno Guide Me publish honewale articles ko apne email par receive karne ke liye hum subscribe kare.

Hindi Techno Guide Ki In populor Post Ko Bhi Dekhe

  1. SEO Kya Hota Hai ? | What Is Seo - Explain In Hindi
  2. Robots.txt File kya hai or Robots.txt File Ko Blog Me Kaise Add Kare ?
  3. Google Adwords Keyword Planner Tool Kaise Use Kare SEO Optimization Trick
  4. Income Tax Kaise Bachaye | Income Tax Saving Tips
  5. Backlinks Kya Hai Aur Seo Ke Liye Kaise Use Kare
  6. Blog Sitemap Ko Google Search Console Me Submit Kaise Kare
  7. Google Search Console Me URL Parameters Kaise Use Kare
  8. Google Webmaster Tools Use Karane Ke 5 Golden Tips
  9. Google Webmaster Tool Kya Hai | SEO Optimization Guide
  10. Unique Blog Post Kaise Likhe
  11. Backlinks Kya Hai or Backlinks Kaise Banaye
  12. Google Analytics Kya Hai ? | Full Guide Hindi Me
  13. Free Website / Free Blog Kaise Banaye
  14. High Quality Backlinks Kaise Banaye Secreat Trick
  15. Image Optimization Kaise Kare - Image Optimize Karne Ki 6 Tips
  16. YouTube Se DoFollow Backlinks Kaise Banaye Blog Ke Liye
  17. Income Tax Kya hai ? or Income Tax Ki Rates Jane Hindi Me
  18. Domain Authority Kya hai - DA Kaise Check Kare ?
  19. Blogspot Blog Ko SEO Friendly Kaise Banaye
  20. YouTube se Paise Kaise Kamaye - Full Guide Hindi Me
  21. Blogger Blog Me Category Widget Kaise Add Kare
  22. Blogger Blog Ki Har Post Me Search Description Enable Kaise Kare
  23. SEO Kaise Kare | SEO Ke Types | SEO Ki Jankari Hindi Me
  24. Focus Keyword Kya Hai ? Blog Ke Liye Focus Keyword Kaise Find Kare
  25. Blogger Ki Images Ko Seo Friendly Kaise Banaye
  26. On Page SEO Kya Hai ? Post Ko Kaise Optimize Kare ?
  27. Blogger Blog Domain Ke DNS cNAME Record Recover Kaise Kare
  28. Blogger Ki Har Post Me About Author Box Kaise Lagaye
  29. Blogger Blog Me Sub Domain Kaise Use Kare - Easy Trick
  30. High Quality Keywords Kaise Search kare Blogger Blog Ke Liye
  31. Bigrock Se Custom Domain Name Ko Blogger Me Kaise Add Kare
  32. Hindi Blog Par Traffic Kaise Badhaye Top Secret Tips
  33. Blog Ki Traffic Kaise Badhaye Secret Trick 2018
  34. Seo Friendly Blog Post Kaise Likhe | Full Guide
  35. E Way Bill Kya Hai Or E Way Bill Kaise Kam Karta Hai ?
  36. Off-Page Seo Kya Hai ? Off Page Seo Optimization Kaise Kare ?
  37. Blog Post Ko Jaldi Search Me Kaise Laye - Easy Tricks
  38. Blog Par Without SEO Ke Traffic Kaise Badhaye 5 Easy Tricks
  39. Website Ki Traffic Kaise Badhaye | Blog Ki Traffic Kaise Badhaye Hindi Jankari
  40. Website Blog Ke Liye Google Sitemap Kaise Banaye
  41. Blogger Custom Robots Header Tags Settings Kaise Kare - Full Guide
  42. Seo Friendly Keyword Kaise Use Kare | New Update
  43. Jio Phone Booking Confirmation SMS Not Received

Post a Comment

 
Top