GuidePedia

3

Backlinks Kya Hai Blog Seo Ke Liye Kyu Jaruri Hai

Backlinks Kya Hai Or Backlinks Kaise Banaye, Blogger Blog me backlink kya kam karate hai is question ke bareme aap bhi socha rahe hai. Backlinks Search Engine Optimization karate hai aur site ka search rank improv karate hai. Professional blogger backlink ka use karake site ko search engine me top rank par late hai. To chaliye dosto janate hai backlinks ke bareme janate hai.
What are Backlinks and why we need blog to backlinks
Backlinks Kya Hai | Seo Ke Liye Kyu Jaruri Hai | Jane Hindi Me
Search engine se accha traffic milane ke liye backlins bahot jaruri hai. Search engine se milane wale traffic se adsense me high income hoti hai aur site ke liye top rak bhi milata hai. Is toturial me Backlink ke bareme detail me explain kara raha hu. Apako is article se releated kuch question hai to aap comment kar sakate hai.

Blog Seo, On Page Seo, Off Page Seo in topics par already article likh chuka hu. Is article me apako Backlinks ke bareme detail me information milegi aur sath hi backlink blog or website ke liye kaise important ye bhi apako pata chalega. Backlink ke se releated  question ho to aap comment karake puch sakate hai.

Backlink Kya hai - What Are Backlinks ?

Backlinks wo link hote hai jis par click karake visitors apaki site par aate hai. Hindi Techno Guide ke Article me apaki site ka link add kiya aur jab visitor is link par click karenge to apaki site par divert ho jayenge ise kehate hai backlik. Isaka matalab ye hua ki apako HTG se backlink mila. Is taraha se dusari site se apaki site par anewale total visitors apaki site ka backlink hote hai.

Typs Of Backlinks

Backlinks ke bahot sare typs hai kuch important typs share kar raha hu. In Typs Hindi Techno Guide me hamesha use karata hu jisaka muze bahot fayada hota hai. Ap bhi backlink use kare aur high qulaity backlink banaye.

1 Internal Links 

Ye wo links hai jisame hum Apani post me apani other post / site ka link dete hai.

Example : Bloggine me success hone ke liye Uniqe blog post likhana chahiye aur post me seo friendly keywords ko use karana chahiye.

2 External Links

Ye wo link hote hai jiname dusari site ka link share kiya jata hai.

Example : Seo Friendly Post likhane ke liye On Page Seo ko acchese samajana chahiye. Wikipedia se bhi aap article likhane ke liye Idea le sakate hai.

3 Link Juice

Apki article me apake home page ka link ya phir dusare kisi article ka link join hota hai waha se link flow ho kar apaki site tak pahuchata hai use link juice kehate hai. Link Juice site ke ranking ke liye help kar domain autority ko behatar banata hai.

Example : Internal Link Juice ki janakari ke liye Link Juice post read kare.

4 Anchore Text

Ye wo text hota hai jis par click karake kisi dusare page ya phir site par redirect ho kiya jata hai.

Example : Keywords research karane ke liye google keyword planner bahot accha tool hai. Keywords research karane ke liye aap free interet use kar sakate hai. Free internet use karane ki janakari ke liye How to use free internet ye article padhe.

5 Low-Quality Links

Spam, Trash jaise site se apaki site par anewale links ko Low-Quality Links Kaha jata hai.

6 High-Quality Links

High Quality sites se milane wale backlinks ko Quality Backlink kehate hai. Wikipedia, Youtube se milanewale backlinks high quality wala backlink hota hai.

7 Do-Follow 

Dusare site ko rel="dofollow" Tag use karake jo link dete hai use kehate hai do follow links. Is Links ko google bhi index karata hai.

8 No-Follow

External links ko search engine se hide karane ke liye rel="nofollow" tag me jo link dete hai use kelate hai No-Follow Links. Is liks ko google bots follow nahi karate.

Blog SEO Ke Liye Backlinks Kyu Jaruri Hai

Blog / Site me backlinks use karane se value / popularity increase hoti hai. Backlinks use karane se jyada traffic milega aur isaka fayada google adsense me hota hai. 

Backlinks Use Karane Ke Fayade

Article se releated sites ka backlinks use karane se google robots ko article kis topic par hai isaki janari milati hai. Aricle me Reference ke liye high quality site se backlink lete hai to google backlinks se pata karata hai ki aap ka article kis topic par hai aur use categorywise devide karata hai aur search engine me top rank deta hai.
Example :
Wikipedia par ek Article likh raha hu aur is article me wikipedia ka link add kar diya hai jab is post ko publish karanunga aur search robost jaise hi is article ko index karane kenge to unhe WikiPedia ka backlinks milega. Isase Search robot fastly samazate hai ki ye article wikipedia se releated hai.

Referral Traffic

Backlinks use karanese dusari site se apako direct traffice milega yahi bahot bada fayada hai. Top Search Rank ke liye referral traffic ko sabase important mana jata hai. Professional blogger isi trick ka use karake site Quality Backlink banate hai ranking karate hai.

" Success is the result of perfection, hard work, learning from failure, loyalty, and persistence. " 

Dosto ummid karata backlins ke bareme ab aap aache se samaza gaye honge.  Backlink ko aur detail me batane ke liye hum jaldi hi article likhenge. Apko is article se releated koi question hai to aap jarur comment kare.
Article apake liye helpful hai to aap jarur ise Facebook, Twitter, Blog, Sites par share kare aur Dusare New Bloggers hi help kare. 

Post a Comment

  1. I just found this blog and have high hopes for it to continue. Keep up the great work, its hard to find good ones. I have added to my favorites. Thank You. buy pbn backlinks

    ReplyDelete
  2. I am glad that I saw this post. It is informative blog for us and we need this type of blog thanks for share this blog, Keep posting such instructional blogs and I am looking forward for your future posts.
    ondernemer worden opleiding

    ReplyDelete
  3. sir apne bahut achhi jankari di iske liye apko dil se dhaywad karta hun, sir meri site ka ctr to achha lekin koi bhi keyword rank me nahi, kya meri site kakeyword renk me ayega,
    Delhi Escorts ye meri site hai sir

    ReplyDelete

 
Top